Re: Ay kaash
acha jee :cobra:
Re: Ay kaash
Muhabbat angara na hoti :hinna:
Waise jab muhabbat angaara bunti hai to Ashiq ka to tikka bun jata hoga ![]()
Re: Ay kaash
Tikka is yummy ![]()
Re: Ay kaash
yahan 6 packs wale tikke ki baat ho rahi hai
Re: Ay kaash
6 packs subke buss ke baat nahi:hoonh:
Re: Ay kaash
ishq bhi her kisi ke bus ki baat nahin
Re: Ay kaash
Mohabbat na howee BBQ kee ungeethee ho gayee.
Re: Ay kaash
oho oho
kya baat hai aapki
jaa ke kisi uni mai dekh lijiye…80% ishq mai mubtala hotey hain:hehe:
Re: Ay kaash
aap bhi angaithee kehte hain ![]()
Re: Ay kaash
Kiyun aap kia kehti hain?
Re: Ay kaash
Mai bhi angaithee he kehti hoon but mere khandan ke elawa aur kii ko kehte nahi suna so I assumed it was a word created by my family:hehe:
Re: Ay kaash
kaash mere uncle meri DVD mujhe bhej dete ![]()
Re: Ay kaash
kaunsi DVD:5:
Re: Ay kaash
jo unhon ne apne qabze mein rakhi huwi hai ![]()
Re: Ay kaash
Barny ke:hehe:
Re: Ay kaash
nai uncle ne manah kiya hai LP ko na batana ![]()
Re: Ay kaash
mujhey Barny waise bhi nahi pasand:snooty:
Re: Ay kaash
barny barny to u khud hi kar rahi ![]()
Re: Ay kaash
woh tou tumharey liye educational hai na isiliye:@: