aur logo kya haal hain

TLK, aliyish and AQ on at the same time, have nto seen that happen in some time..
u know what that means??

baithaak time..

challo..TLK chai banao karrak si
AQ bhag kar bakery say zeeray walay biscuit lay aao..

aur aliyish..zara huqqa tayaar karro, aur bara daree mein divaan par gao takyay rakhwa doh.

hum aa rahay hain

Re: aur logo kya haal hain

Fraudia bhai,
in defense of zeereye waleye biscuits, you have to really be kidding, if you dont like them.

best,

Dushwari

Re: aur logo kya haal hain

sust al wajod qaum, lagta hai khud hai sab karna paray ga

Re: aur logo kya haal hain

aliyish’s busy turning into a canoe and making babies and hitting on girls :chai:

Re: aur logo kya haal hain

Ajaain Jee :) I m at work :) was off for a week ! infact still on me official holidays bas kissi ki baygaar karaha hon !

Gao takyay tu mein rakwa'doon , but jis nachay wali baa'i ka intayzam kia tah woh nahii ahaeee abhee taak :)

Tlk bahi :) chinii kaaam or pattii zaida rakee'ay ga :)

Anu bahi , cake rusk be laytay ana please

Re: aur logo kya haal hain

how exactly did you conclude that I dont like zeeray walay biscuit, i liek chai, zeeray walay biscuit and huqqa, and I lwould ove sitting on a divan in a bara-daree resting on a gao takya..

Re: aur logo kya haal hain

AQ runs towards bakery

(he is running right now, so he'll be back, probably :D)

Re: aur logo kya haal hain

good to know, you like zeerey biscuits.
best,
Dushwari

Re: aur logo kya haal hain

haan lets make sure its not probably but defintely.
rastay mein ajnabi say toffee naheen laina.."mera naam mungo hai" yaad hai na..
kissi baygaar camp mein na ja phanso..
shabash, road cross karaty huay left or right dekhna. shabash.

Re: aur logo kya haal hain

When I was a kid I used to pray every night for girly mates. Then I realised that the Lord doesn’t work that way so I started flirting and asked Him to forgive me :smiley:

Re: aur logo kya haal hain

Aur tum ghungroo pehen kaay naacho

werna karak chai kaa mazz nahin aa'yaay gaa

Re: aur logo kya haal hain

Anu bahi Nan’kahth’ee beee :blush:

Re: aur logo kya haal hain

I almost had a 3 hr stop in NYC and would have loved to have u bring zeeray walay biscuiot to laguardia but last time I stopped over NYC guppies sab bhag gaye, so I picked a direct flight.

next time, zeeray walay biscuit

Re: aur logo kya haal hain

aur khwaar aadmi nein entry maari :)
bacchion say mayoos ho kar wapis dudes mein interested hein aap?

Re: aur logo kya haal hain

Basanti inn kutto key samnay MAT NACHNA.

Re: aur logo kya haal hain

:Princeali:

Re: aur logo kya haal hain

Alyish is busy makin babies ? :konfused:

Re: aur logo kya haal hain

hmmmmab nan khatee aa rahee hain toh phir thorri si jalebiaan bho jayen?

Re: aur logo kya haal hain

Ajaaoo abhee show start nahe howa :) ek ek ruppee kay karkay note la'hoo naa:) basanti pay nichawar karnay ko @?

Re: aur logo kya haal hain

LOL :cb:

ask him :no: