Re: Attack on Dargah Shah Noraani
this war is declared by Establishment of Pakistan to the citizen of Pakistan…
unkay khanchy issi main hia…jehadi tanzeemon ki pusht panhai karo… aur fida uthao
siyasi toor par app jitna ikhtilaf rakhian… apka haq hia.. laikin ager app ko lagta hia.. kay dunya ki lambar (number) one khufia agency… behtreen army mulk kay liye kuch kar rahi hia.. app ahmaqon ki jannat main rehtay hian…
app Hafiz Saeed ki pusht panhai karain…
LeJ SSP jaisi dehshat gard tanzeemon ko free hand dein…
Mazhabi firqa warit ko hawa dein…
iss sab main hawaldar babu ka mafad wabasta hia…
bacha bacha janta hia… pak army dehshat gard tanzeemon ko apna strategic asset samjhti hian…
jis mulk ki army dawn news par chirg pa hojaye aur ikhtalaf yeh rakhay kay meeting ko kis nay leak kiya… leak matlab hia.. kabar sachi hia…