Assalaamalikum !!!

Re: Assalaamalikum !!!

uffffffffffff :smack2: anghoota chaap ka mutlab hota hai jahil unparh it means jise perhna likhna nahin ata ab yeh bhi main samjhaon :mad:

Re: Assalaamalikum !!!

haan.. samjhney main hurj tou nahin hay? :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

laiken samajhne k liye aqal ki zaroorat hai jo tumhare pass nahin :smack2:

Re: Assalaamalikum !!!

ayween main :hoonh:
merey paas aqal hay aur tum se zayada hi hay :snooty:

Re: Assalaamalikum !!!

lolz tum log shayed bhoosay ko aqal kehte ho :stuck_out_tongue:

Re: Assalaamalikum !!!

^ bhoosey ko aqal tum kehtey hogey.. :snooty: aur ye bhoosa tumharey dimaagh main bhi hay :stuck_out_tongue: