Assalaamalikum !!!

Re: Assalaamalikum !!!

lagta hai koi aik moti dono ac khole kar bethi hai yah phir dono ki awazen nahin nikal rahi mere samne :stuck_out_tongue:

Re: Assalaamalikum !!!

bhala aik waqt main aik banda kaisey do ids se log in ho sakta hay :smack:

aur tumhein bohat khush-fehmi hay apney barey main :stuck_out_tongue: tum bhi koi darney ki cheez ho :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

kyun nahin ho sakta :snooty:

haan bhai jab do khoofnaak chezen aik sath ajaye to unhen kon dara sakta hai :stuck_out_tongue:

Re: Assalaamalikum !!!

acha tou batao zara k kaisey ho sakta hay? :snooty:

lakin tum dara saktey ho kiyon k tum se zayada khoofnaak banda iss pori duniya main nahin hay :mocking: :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

main kyun bataon :snooty:

lolz ab pasar gai na yar apni baat par qaim raha karo moto :stuck_out_tongue: waise ghussay main ulta sedha likhna shuru kar deti ho :smiley:

Re: Assalaamalikum !!!

^ tumhein khud hi maloom nahi hay.. hayy na :snooty::halo:

mein apni baat per qaim hoon.. aur mein ghussey main bhi nahi hoon.. :snooty: tumharey paas meri baat ka jawab nahi hay na iss liye tum ulti seedhi baatien ker rahey ho :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

hahahahhahah waise bahana acha dhoond leti ho waise mughe wi nahin pata kaise use karte hain multi login :stuck_out_tongue:

tum na qaim ho na daim ho

Re: Assalaamalikum !!!

mein ne kya bahana kiya hay? khud hi tou tum bongi maar rahey thay :hoonh: :halo:

:expressionless:

Re: Assalaamalikum !!!

chal oye yeh bongiyan marna tum motiyun ka kaam hai main bongi shongi nahin marta :snooty:

Re: Assalaamalikum !!!

^ tum sirf bongi ye maartey ho.. ye tumhara hi kaam hay :snooty:

Re: Assalaamalikum !!!

uffffffffffffff vivliii itta ghussa na kiya karo kamzoor hojaogi phir main kise moti moti kahonga :stuck_out_tongue:

Re: Assalaamalikum !!!

ghussa kerney se banda kamzoor nahi hota hay aqalmand insaan :p

Re: Assalaamalikum !!!

ghussa karne se khoon jalta hai jab khoon jisam main kam hoga to zahir hi baat hai kamzoori hogi aur weight kam hojayga
uff pata nahin school main kya karti rahi ho :smack2:

Re: Assalaamalikum !!!

^ tumhari tarha research nahi kerti rahi k ghussa kerney se kya kya hota hay aur kya nahin hota :hehe: :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

lagta hai tumhari school main science nahin parhate :stuck_out_tongue:

Re: Assalaamalikum !!!

^ mein ne sirf matric tuk science parhi hay, mujhey interest hi nahin.. :D

waisey tum ne bhi parhi hay ya nahi? :-|

Re: Assalaamalikum !!!

humne perhi nahin laiken ata bahut kuch hai :stuck_out_tongue: tumhari tarah nahin anghota chaap :smiley:

Re: Assalaamalikum !!!

^ ahan aap tou bohat hi layek maloom hotey hain :halo:

lol tum ko kaisey maloom hova k mein angotha chaap hoon? :stuck_out_tongue: :halo:

Re: Assalaamalikum !!!

jee haan main layek hon bhi :snooty:
tumhari baton se hi pata chal jata hai :wink:

Re: Assalaamalikum !!!

^ :halo:
:stuck_out_tongue: aur kya kya pata chala meri baaton se? :hehe: ye bhi k mujhey likhna parhna bhi nahi aata.. :hehe: :silly: