kaise hain sab dost + Dushman ![]()
kuch din ke gair hazri ke baad m Bak ![]()
So letz Flood :bhangra:
kaise hain sab dost + Dushman ![]()
kuch din ke gair hazri ke baad m Bak ![]()
So letz Flood :bhangra:
Re: Assalaamalikum !!!
![]()
jitay rahoo khush rahoo
mein theak hoon (ab pata nahi mein dushmanoo mien ata hoon kay dostoon mein)
aap kesay hoo
wesay yea din aap nay kesay katay GS kay baghiar ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
![]()
Re: Assalaamalikum !!!
![]()
Re: Assalaamalikum !!!
walikumasalam ![]()
bohat achey time thread kholi hay
mera flooding ka mood tha
![]()
Re: Assalaamalikum !!!
topehlay bataya howa mien last 2 hours say farigh baita howa tha
Re: Assalaamalikum !!!
oh mujhey nahi maloom tha na , aainda bata diya keroon gi ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
ab ye dm kahan gaya? ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
chalien pata chal gia na
better luck next time ![]()
kia semester ka result a gia hay ??
Re: Assalaamalikum !!!
jee ![]()
arey nahin abhi kahan, pata nahi kub aaye ga .. ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
hehe haan ye hi lagta hay
:halo:
Re: Assalaamalikum !!!
haaaaaan ![]()
hamarai university mein to a gia hay sab ka
Re: Assalaamalikum !!!
lagta nahi balkay yaqeenan esa he hay
Re: Assalaamalikum !!!
achaa, kaisa raha aap ka result?
mera shayed july main aaye ga,
Re: Assalaamalikum !!!
Ik A hay 2 B+ hain 2 B hain ayr ik C hay
chalien Wish u all the best
Re: Assalaamalikum !!!
ab ye koi baat hay, thread khol ker khud ghayeb
@ snooty
Re: Assalaamalikum !!!
ahaan mubrook ![]()
ab aap ki chuttiyaan hain ya semester chal raha hay?
Re: Assalaamalikum !!!
Chalien mil k us ke pitaiee kartay hein
![]()
Re: Assalaamalikum !!!
Khair mubarak and sukriya
chuttiyaan kaha abi aaj kal summer chal raha hay
wesay b ham CS kay students kay naseeb mein *******an kaha
aap management students waloon ke mojien hain