Re: Assalaamalikum !!!
main bhi theek thak hi hon apki dua se aap doston main ati ho ![]()
bus yar na poucho ![]()
Dano moto
kya howa
PK:
kaisi ho aunty
Vivliiiiiiiiiiiiiiiiiiii moti ajao flooding karte hain main yahin hon duffer ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
main bhi theek thak hi hon apki dua se aap doston main ati ho ![]()
bus yar na poucho ![]()
Dano moto
kya howa
PK:
kaisi ho aunty
Vivliiiiiiiiiiiiiiiiiiii moti ajao flooding karte hain main yahin hon duffer ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
hehe hamari kahan moojien hain, mera next semester 15th june se start hay lakin mein nahi ley rahi ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
yeh larki duffer exams main hamesha *******n karti hai ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
haha IS ne pitaayi ka naam liya tou forun hi aa gaye ![]()
DM motey thread khol ker iss tarha ghayeb hotey hain
dosra intezaar hi kerte reh jaaye ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
Goood
sukar hay mein dostoon main ata hoon
warna mei nay apnay hithyaar nikal lyiay thay ![]()
acha na bataien ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
maine likha tha ke glass bunk karti hai urdu main to yeh sensor hogaya ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
kya kerti hoon mein?
ye kya likha hay? ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
jee nahi tum ne kuch aur likha hoga.. ab jhoot na bolo
![]()
Re: Assalaamalikum !!!
ayr nai to kia aap logoon ke he to mojien hain
wesay kyo nai lay rahi hain next semester
kahi wapis bagnay ka erada to nahi hay
Re: Assalaamalikum !!!
ops ops bus yeh meri chachi se shikayat mut kiya karo tum haan ![]()
shooli aunty maaf kar do ![]()
IS jee ghore se perhen doston main ati ho likha hai maine ![]()
Vivoo arey yar bunk ko urdu main likha hai vications yar ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
Zahir hay latoo kay booot batoon say nahi mantay ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
main jhoot nahin bole raha maine koi ganda word use nahin kiya ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
nahi jee itni bhi moojein nahin hain.. hamari uni main aayein na tou pata lagey..
mujhey saara saal nahi parhtey rehna
hehe nahi, asal main wahan koi hoga nahi jiss k paas mein rahoon ammi bhi wapas aa gaye hain na.. iss liyee.. ![]()
nahi abhi bhaagney ka irada nahi hay ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
kyo na shikayat ke jaiay wo b apa jesi batiji ke jis nay logoo ke naak mien dam kar rakha hay
mujay pata hay batiji ji ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
koun si chachi kaisi chachi? aur mein ne kisi se shikayat nahi ki ![]()
uncle mein nahi maaf kerti ![]()
ab mujheyy kya maloom bahe k kya hova hay.. ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
maine kisi ke naak wak main dam nahin kiya
log khud hi hum per fida hain ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
mein gia tha ik dafa apa ke university bhabi ke degree kay silsalay mein
kafi khawar howa tha
ic yani kay app ik semester chorh rahi hian
Re: Assalaamalikum !!!
acha nahi kiya hoga ![]()
IS sahee kaha ![]()
Re: Assalaamalikum !!!
yeh IS meri chachi hai samjhi ![]()
tumhara susar bhi maaf karega ![]()
tumhen pata hona chaiye tha
Re: Assalaamalikum !!!
haaan mujay pata hay kay loog kitnay ayr kesay fida hain aap par