!!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

wohi jo pagal ho ga:)

nai ji tussi rehndo :stuck_out_tongue:

asi ni karde shaadi wadi :mocking:

how sunao ki ho raya ve:D

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Pagli kaanch se shadi kar lo na bahut acha bacha hai :p

oye kaise ni karni shadi wadi budhi hogai na fir meno na kehna ke mughe bataya nai :snooty: kar lo kisi ko sawab mil jayga :stuck_out_tongue:
bus jee kaam kaaam aur kaaam :frowning:

nai ji mehrbani twadi :p

shaadi = Barbadi:chai:

menu istara ka sawab nai lena:halo:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

tumhari to shadi hi honi hai na duffer barbadi to samne wale ki hogi na :p

meri behen tumhe meri fiqar kerney ki zarorat nahi hai:snooty:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

pehle ^^ tum apne haath peelay kar lo na phir main bhi kar longa :p

uski thori barbadi hogi meri zyada hogi :stuck_out_tongue: ab meri shaadi ko choro aur yeh batao ke aap ne shaadi ki hai:faizy:

:snooty: paagal paagal ko nai thee karta

nahi ladies first:p

per loha he tu lohey ko kaata hai na

:emmy: woh alag baat hai mein loha nai hun :snooty:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Mughe gharib se kis ne shadi karni hai :bummer: sar raha hon burhapay ki nazer :frowning:

:smilestar: ab aya na oonth pahar ke neechay:hoonh:

koi bhi chun lo sab ghareebon ki hi madat keh liye hain :stuck_out_tongue:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Ok doston hun sano ijazat do its 3.am here in Pk subah fir utha bhi hai :(
So take care have fun
ALLAH HAFIZ :)

koi choice to do na :wink:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

^ Allah hafiz :wave:

:chai:

P.s choices aapke samne hain

kaafi hain GS par:p

chickeeeeeeeeeennnnnnnnnnn!

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Welco me Back