!!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

:salam: kaise hain sab dostan e giraami, sab thek thak hain na long time GS se door door missed gs :bummer:
Main kisi ko yaad bhi hon yah nahin :grumpy: yah sab mughe bhool gaye…

Arey koi sunta hai meri awaaaz :bummer:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

aap kon???:chai:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

walaikum salaam :smiley: jee ayan nu! kahan ghayeb thay bin bataye :emmy:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

dekha ate hi kali billi rasta kaat gai :crying:

Khummi aunni woh na woh na meri mish ne mughe punishment di thi is liye nahin aya tha :frowning:

tu khoob danday shanday kha ke aye ho:CareBear:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Majaal hai koi danda lagaye mughe :grumpy: bus chittar hi marti thi :bummer:

ab kya kiya :asa:

fiqar not woh bhi jald he parh jayen gey:p

woh na woh maine na mish ke Mister ko tang kiya tha bus :p

Kaanch: tum itni achi achi duwaen kyun de rahe ho uncle :)

bas? itna sa kaam :smack:

aur jo mainay kaha tha karnay ko woh kyon nahin kiya? daant zayada parni thi phir :wink:

main bare khule dil ka malik hun behen:)

naa jee na woh kaise karta fir to mere totay totay hojane the :frowning:

Kaanch : oye miss khulle dil wali main behen nahi :grumpy: itna wadda wadda likha hai munda :frowning:

tu main bhi uncle nahi hon :grumpy: sirf maine wada wada nahi likha

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

^^ wadda wadda likh leti to aaj yeh nobat na ati :snooty:

tu kaanch kia koi munda apna naam rakhe ga:smack:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

kaanch na munday k liye sahi hai aur na hi kuri k liye yeh bahut nazuk cheez hai :p

aur bohat tez bhi

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

woh to lagne k baad pata chalta hai :hoonh:

hai tu sahi na:p

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Waise aunty aap apna old nick share karna pasand karengi :p