!!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

nahi uncle yeh mera pehla hai

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

lolzzzzzzzzz wakai yakeen nahi ata pata nahin kyun :p

kyun aap ko pehle bhi kisi ne behen kaha hai

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

lolzzz nahin kisi ne nahin kaha abhi tak btw aap kahan ke rehne wali/wala ho ?

kahin ka nahi meri behen:p

:wsalam:

kya iltejaa hai bolo:shikra:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

DM agaya :sadiyah:
DM agaya :sadiyah:
DM agaya :sadiyah:
DM agaya :sadiyah:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

yahan kya hawa khane aye ho Miss Kaanch :hoonh:

FeA: janaab walaa woh jo hai na yahan ke logon ne mughe bhoolne ki ghustaakhi ki hai :snooty:

sair kerne koi problem

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Aqalmand pagliiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii : kaisi ho moti :wave:

waisey hi hun jaise chor kar gaye the :teary1:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

Aww itti upset kyun :bummer: kisi ne mara kya tumhen :grumpy:

pagal ko aur kya karen yeh GS ki awam sab marte hain muje :frowning:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

hmmmm ab main agaya hon na bus main bhi inke saath mil kar aesa hi karonga :p
btw hows life kya kar rahi ho shadi shudi hogai ?

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

chal be pagal se kaun shaadi karega :snooty:

tum bhi maroge:teary1:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

koi pagal hi karega na :smack: GS per kam pagal hain kya :stuck_out_tongue:
nahi na main sirf dekhonga :slight_smile:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

:smilestar: badtameez!! :emmy: aur koi kaam nai hai kya

lekin muj jaise pagal ke saath kaun karega :halo:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

wa Alaikum Salaam! this is all the time we have for today .. see ya in the next episode .. same time same place ..

Allah haafiz

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

kaam hota to yahan hota kya :smack:
kisi ki to mut mari jaygi fiker na karo tum :stuck_out_tongue:

Re: !!!Assalaamalikum Gupistaani Awaam !!!

fbi bari jaldi aye aur bari jaldi chal bhi diye :hoonh:
tc Allah Hafiz