~~ASN kay Hakeemi Mashwaray ~~ Gadhay kay Falsafiyaana Nuskhay~~

alaa hazrat :smiley: janab e hakeem ul Hukou’maa - fakhr e tabeeebaan
yeh beemari qabz ki akhri manzil hay - aur ziyada ghass khanaay say hooti hay - urf e aam main issay jaan lewa qabz kehtay hain

iss ka wahid illaj hay injection - woo joo bhainss koo teeka laganay kay liyaay istaimaal hoota hay

Yeh 14 injection janab e mann , mohtaram , qibla gadha sahab ki ** tashreef** par laganay hoon gay aap koo

jaRree bootiyoon say kuch nahin hoonay walaa :wink:

aap kay daant itnay tez hain pata lag gayaa:blush:

kiaa roz churri kaantoun say saaf kartay hain;)?

OH GOD!

:eek:aesi saqeelurdu kesey bol letey ho aap loag???
zara asaaan urdu bola karein…takey samhj mey aayey…

iss kam kay liyaay aik adad bateeesi rakhi hui hay :wink:
joo ba waqt e zaroorat kaam main laataa hoon :smokin:

P.S
jee nahin :smash: woo jiss chooopaaey ki taraf aap ishaaraa kar rahay hain main woo nahin hoon :hehe:
Aur haan aik baat aur - agar waqai main woo choopayaa hoota tu aap ka nick gadha nahin balkay SUGG GAZEEDAA hoota :wink:

;):smiley:

:rolleyes:

[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *

;):D
[/QUOTE]

Aur haan aik baat aur - agar waqai main woo choopayaa hoota tu aap ka nick gadha nahin balkay SUGG GAZEEDAA hoota

:D

^-- nahin tumhaari taraf bhee nahin thaa ishaaraa:p

bhai! :rolleyes:

main pehlay hee umer raseedah hoon:blush:

tumhain kiyaa hua :confused:

NAHINNNNNNNNN - yani kissi bhi waqt ------ ???
:crying:

laikin khairr - koi farq nahin parRtaa - achanak mujhay yaad aayaa - duniyaa main gadhoon ki kami nahin - aik dhoondoo hazar miltay hain

Allah Taa’laa aap koo jawar e rehmat main jagaa day - ameen :slight_smile:

finally some one realized;):k:

[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *

^-- nahin tumhaari taraf bhee nahin thaa ishaaraa:p
[/QUOTE]

pata hai...apki taraf thaa??

:rolleyes:

hairat gadhay ko sirf abhee tak qabz hee hoa hai, beta bas sabar ker agay bhee bohat kuch hone wala hai, ;)

shalwar nicker ke paas nahie ilaj mere paas hai bas ab dekhte jaa mere laal, aur sooch tera kya banay ga kaliey(gadha) :D

bhai dushman
yar pehlay first class cricket tu khail loo :smack:
tum direct test match khailnay kay chakkar main hoo :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by dushman: *
hairat gadhay ko sirf abhee tak qabz hee hoa hai, beta bas sabar ker agay bhee bohat kuch hone wala hai, ;)

[/QUOTE]

kamaal hay aap nay verbal diereoha (sp) kay chakkar main yeh tau parrha hee nahin kay qabz khatm aur jullab shuru ho gaye thaay;)

missing ASN! :(

oye Gadhayy tera qabz abhi tak gaya nahi.... :~)

I miss ASN too pata nahi kahaa mar gya hy....

^hi desti:) kesi ho?