CURRENT FINANCIAL CRUNCH SCENARIO IN PAKISTAN;
**
![]()
***Eik Saheb ney kisi sey poocha … ***
Chacha kaise ho, bache kaise hain ???
Chacha: ab kya batau’n… Bara beta share broker hai… doosre beta ne CPA kiya hai aur audit firm mein hai,… Teesre wale ne CFA kiya hai aur investment banker hai, … Chohta beta Real Estate Agent hai aur
…sabse chhota PAANWALA hai…
… Bus Wohi ghar chala raha hai…