Are taleban today's kharijiites?

Re: Steeped in ancient mysticism, passion of Pakistani Sufis infuriates Taliban

aur Brailvies tou deobandi / Wahabeon kay peechay ja ja kar namaz parhtay hain aur unn ko kafir naheen kahtay hain :@:

mairay illaqay ka aik peer baray fakhar say batata hay kah main nay Makkay main koi namaz imam kay peechay nahin parhi keonkah unn kay peechay namaz naheen hoti hay … Bhai Sb. tali aik hath say naheen donoon hathoon say bajti hay aur donoon atraf kay ulma karam aik dosray par fatwa lagatay hain , iss hamam main sub nanagay hain chahay woh deobani hoon, ahle-e-hadiata ya phir brailve aur shia … :cobra:

okay bhai jan just change the name as “Brailvi Republic of Pakistan” .. aab khush :cobra: