Re: AQ bhai
AQ & Ume,
tum dono pehlay maslaay masaayil hal kar lo zaraa ![]()
phir Shoaby ko Shalimar kar kehna
Re: AQ bhai
AQ & Ume,
tum dono pehlay maslaay masaayil hal kar lo zaraa ![]()
phir Shoaby ko Shalimar kar kehna
Re: AQ bhai
bhi.. kyaa haiiiiii.. aik to info day raha hon.. bachi day raha hon… khana order kar raha hon.. phir bhi nakhray .. or bachi bhi burqay wali hai… bus haan kar dain app.. or app oak tree tashreeef lay ayain. wahan parh he some arrange kar dain gay.. ![]()
Re: AQ bhai
dekha dekha app nay ![]()
main na kehta thaaa ![]()
Shalimar kay chakkar bunda bohat lagata hai .. bata ray laa hon main ![]()
Re: AQ bhai
tashreef tau laY aaouN laikin burQaY kaY ander kee soorat-e-haal maaloom kiye bagher aa gaya tau nusQaan bhee ho saktaa hai ![]()
Re: AQ bhai
baichaaray masoom bachaay ko itnay kaam per lagaa diyaa, zaalimoon nay ![]()
Shoaby, tum chorRo. pehlay Ume aur AQ ko larRai tu khatam karnay du
Re: AQ bhai
apni baji ko milnay jatay hain AQ Bhai
tum logon ko kyun bukhar charh raha hay
Re: AQ bhai
to ker lo naa maaloom is mein itni buri soorat kiyoon banaai hia:hoonh:
Re: AQ bhai
burqay kay ander ke soorat-e-haal.. ![]()
ab app ka masla hai.. kaisay deal karna hai.. main valeema karwa doon gaa bus.. :shoaby:
Re: AQ bhai
I agree
![]()
Re: AQ bhai
chalain .. agar phir koi thread kholi.. is jaisi.. to phir main hazir hongaa.. app ke ijzaat say.. abhi main parh loon thora math ka ![]()
Allah Hafiz er’one!
Re: AQ bhai
sirf valeema ![]()
Shaadi bhee karni hai mujhaY ![]()
Re: AQ bhai
bus barRay barRay log hi samajhtay hain - hum jaisay ![]()
Re: AQ bhai
sahi nuqay per hi agrreement hona chahiye
hamre QUIAD ne bhi 14 points ka hi kaha thaa ke in per agree karein:chai:
Re: AQ bhai
shadi dhulhan kay abba karwayain gay ![]()
bongay unkil.. ab main he sub kuch bata doon.. unkil stalker kis cheez ke dawa hain.. start takin classes ![]()
Re: AQ bhai
kab?![]()
Re: AQ bhai
![]()
Re: AQ bhai
aik tu tum saaray na pehlay aik doosray ki Shaadiyaaan karwaa du ![]()
Valentinooooooo sub kay damagh per charRh gayaa hai aaj
Re: AQ bhai
aik tau woh walaa thaa naa…
Sindh ko Bombay saY alag kar diyaa jaaye ![]()
Re: AQ bhai
sorry mein ne tumhare bare mein socha hi nahi ab sochti hoon ke tumhare liye bh koii talaash karoon
Re: AQ bhai
good agey batao:jhanda: