Re: AQ bhai
uss kaY baa’d nikkaah ho jaaYe gaa naa
?
Re: AQ bhai
uss kaY baa’d nikkaah ho jaaYe gaa naa
?
Re: AQ bhai
oh ham to wahaan ke hain nahi sanu ki pata:snooty:
Re: AQ bhai
tou tusi kahan ke ho?
pata tou chale
Re: AQ bhai
![]()
koi baat nai, thorRay note shote daikhaana maulvi saab ko
Re: AQ bhai
isi duniya ki hoon chorni ashraful makhlooqaat:)
Re: AQ bhai
![]()
Breaking News ![]()
Re: AQ bhai
haw haye besharam log :o
Re: AQ bhai
abay .. bongay unkil.. pehlay nikah.. phir valeema..
valeemay ka maqsad bhi nhin pata ![]()
Re: AQ bhai
^^tou mein ne kab kaha aap star wars ki movie main se niklee hain ![]()
khair aap nahi batana chahti tou theek hai ![]()
mein chalti hoon loko, bari neendar aaiee hai. have a good one. and jazak’Allah khairun AQ bhai
![]()
ma’salama
Re: AQ bhai
sachi AQ
Re: AQ bhai
thanks.. kabhi guroor nahin kiya..
aik dafa bachi say milwa doon un ko.. phir mera kaam khatum ![]()
Re: AQ bhai
are bata deti hoon AZ ki yaar:blush:
Re: AQ bhai
Chorni tu jaatay jaatay barRay points banwaa gayi hai, AQ kay :D
Re: AQ bhai
Allah Hafiz Chorni
thanks for such a lovely thread :)
Re: AQ bhai
nikaah karnaY maiN besharmi kee kiyaa baat hai:hoonh:
Re: AQ bhai
chorni n=ke naam se hi zahir hai lambi lambi chreen hain AQ ke baare mein:D
Re: AQ bhai
.
Re: AQ bhai
to waleeme ke baad kaun nikkah kerta hai:naraz:
Re: AQ bhai
tum tau aisaY keh rahai ho jaisaY tum naY iss maQsad par kaafi research kar karaa kaY PHD kiyaa hai, thesis likhaa hai, experience liyaa hai ![]()