AQ bhai

Re: AQ bhai

OOOOOOO…AChaWWWWWwww yeh baatain horahi hai :ahaa:

runs out again

Shhhhhhhhhhhhhhh

Re: AQ bhai

buss ittaa hee yaad reh gayaa hai :bummer:

Re: AQ bhai

akailay akailay jaa rahay ho :naraz:

Re: AQ bhai

isi liye to pak ka naam doobta hai:bummer:

Re: AQ bhai

Musalmaanon ki representation one-third say kum nahi ho gi :jhanda:

Re: AQ bhai

shukar karo… itnaa bhee yaad hai…
Musharraf ko tau Quaid-e-Azam kee shakal bhee iss liye yaad hai kaY currency par chapti hai :naraz:

Re: AQ bhai

:dhimpak: mujhey Quaid ki bohat saari baatein aati hain :chupki:

Re: AQ bhai

to tum kiya musharraf ke khandaan se ho:) mein to samji thi eik ache shehri ho

Re: AQ bhai


bandaY kee shakal achi naa ho tau baat tau achi kar laY ewwww

Re: AQ bhai

hoow hawyeeeeeeeee :eek:
Ume ki shakal ko kia howa

Re: AQ bhai

ab tum ne us ki hamayat to aise hi ki thi mein kiya kerti jo sunta yehi kehta aur meri shakal ki baat kiyoon ki:emmy: khud bhi kaale ho:snooty:

Re: AQ bhai

aur attack shuru ho gayaaaaaaaaaa :D

Re: AQ bhai

aap bhee ho kiyaa :hoonh:?

Re: AQ bhai

^tumhari tarah complex mein nahi rehti:snooty:

Re: AQ bhai

tau mujhaY bhee naheeN hai..

goroN kee tarah Allah miyaaN nay kachaa naheeN banayaa:naraz:

Re: AQ bhai

jang bund karo :emmy:

Re: AQ bhai

magar tumhain jalna zaroor sikha diya:D

Re: AQ bhai

:nuch:

Re: AQ bhai

jalti hai tumhaari jooti :grumpy:

Re: AQ bhai

lo is mein itna gussa khaane wali kiya baat hai :naraz: meri jooti to hai hi kaali kiya jale gi mzaeed:o