AQ Bhai ki Shaadi

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Tariq bahi nahi woh aaj bzee hain , ghar pay sus'ralli ahay howay hain , un ki shaam bartaann dhoohtay guzar'rahe ho gee !

Re: AQ Bhai ki Shaadi

TTTTTTTTTTTTTTT KKKKKKKKKKKKKKK :wub:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Aray aaj humaray ghaar aheee guppaaan
appaa phool bar'sa hoo !

appa , ap kay haan woh rasam hote hai ,jis mein dulhan ka paon pahlay haldi mein daltay hain yucky !

Re: AQ Bhai ki Shaadi


yeh kiss qism kaY fuhsh aur bayhoodaa gaanaY gaa rahi haiN aap?

Re: AQ Bhai ki Shaadi

lo jee wah reee qismat , ek hum hain siwa.ay posts move honay kay kuch nahe mila is GS sayy :frowning:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

woh ap pay match karna tah na :P tora fuhsh or bayhooda karna para Appa jani ko :p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

:rolleyes: yeh duniya baRi rangeeli :smack:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

koi baat nahee aap ko shaid yea pasand aay ..

ahemm

(poetry forum ki mysterious Guppan) tumhari kunwari reh jati
k manoo hamara ahsaan
k AQ nay haan ker dii

.. :)

Re: AQ Bhai ki Shaadi

ludi ? :confused:

Mujhay khanay say gharz hay.
Biryani aur Qorma :yummy:

Re: AQ Bhai ki Shaadi

ludi ek dance hota jo larkiyan karte hain mehndiyon mein . pakooora larki !

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Pakora :yummy:
Chutni kay saath please

Re: AQ Bhai ki Shaadi

kahan kee hai :P yea tu aaysay eeeNant raahay hain jaysi is say larki maang rahay hum log :p

Re: AQ Bhai ki Shaadi

chilli or mint madam ?

Re: AQ Bhai ki Shaadi

merey aur AQ k 2 bej rhay hain :( raat k

tum logon k . subha hai kia??

Re: AQ Bhai ki Shaadi

ohh man i had a yummy yummy dinner .. itnaaa khayaaa itnaa khayaa
pls pakoray ka naam bhi mat lo

Re: AQ Bhai ki Shaadi

7 o clock here one fine morning , bit dark now :P

ap kia miyaan or bachoon ko sula kar aheehain appa ?

Re: AQ Bhai ki Shaadi

ali k bachay .chops ka marinate ti bata do.. did u just bake them lateR??

Re: AQ Bhai ki Shaadi

haan they fell straight on to their beds..

Re: AQ Bhai ki Shaadi

Anu bahi for ya !

Re: AQ Bhai ki Shaadi

baraY shareef miyan hain :p