Re: app ko yaad hay
Udhaar? Udhar tu mohabbat ki qainchi hai.![]()
Haan tum nay apna account khola keh nahi? ![]()
Re: app ko yaad hay
Udhaar? Udhar tu mohabbat ki qainchi hai.![]()
Haan tum nay apna account khola keh nahi? ![]()
Re: app ko yaad hay
^ mere dil toot gya hay main ab kuch nahi khoolon gee : (
Re: app ko yaad hay
yaad uus ko kia jata hey jo bhool jay …
humain kuch nahin bhoola .. buss yeh yaad hey keh aap kala burqa pehntie hain ![]()
Re: app ko yaad hay
yeah thnaks for the reply ...rolling the eyse
Re: app ko yaad hay
Yaad na jaye…beetay dinno keeeee
Jakay na aye jo din
Dil kiyon bulaye unhain…![]()
Re: app ko yaad hay
oooops * shirminda honay walee smiley *
i m sorry
pata nahi kaisai miss ho gaya msg
app nay nick kion change kia ? kia app SHADi ka irada ker rahay hain ?
**niyal **> bus hum or hamare yaddain saree hee kalee Raatain ufffffffffffffffff not again mains shaire bilkul nahi kerna chah rahee
Omg> phir mujhay Azaamish main kion dalteen hain : S
Re: app ko yaad hay
... HummaiN yaad hai woh zara zara, tumhaiN yaad ho kaY naa yaad ho
Re: app ko yaad hay
maera khiyal yeh ghalatee to nahi hay ? phir zara is WOh ka raaz o batain
ab app reply na karain to alag bat hay : P
Re: app ko yaad hay
wohi naa… Aik haqeeqat sau fasaanaY.. matlab aap kaa meraa multinick honaa aur ba’ad maiN phooT jaanaa BhaaNdaY kaa:naraz:
Re: app ko yaad hay
^ lolzzz
by the way app ko gussa kis per hay mujh per app kay multinick honay kay shubah per ya bhaanda phootnay per : P
Re: app ko yaad hay
u bet .. bhaaNdaa phooTnaY par :(
Re: app ko yaad hay
^ lolzzz app kay haq main yeh acha ho gya werna meray karnamoon ka kafara phir app ko ada kerna perta : P
Re: app ko yaad hay
it worth it naa :halo:
Re: app ko yaad hay
^ ha ha ha ha .... waisai main hayran hoon mujh per Aq ka shak kaisai kia gya
halankay mere shkal app say bilkul nahi miltee : P
Re: app ko yaad hay
Woh kaun hai woh kaun hai?
Ik uljhan hoti hai…![]()
Doast nazar aati hai ![]()
Lekin dushman hoti hai.![]()
Bolo bolo…? ![]()
Re: app ko yaad hay
Din jo pakhairoo hotay
Pinjaray mein main rakh leta
Paalta unko jatan say
Moti kay daanay deta
Yaad na jayeeeeeeeeeeeeeeeeee beeeeeeetay dinnooooooo keeeeeee
Re: app ko yaad hay
dil, dimagh, gurday, jigar, phaipray and etc apnay sahi maqaam par hongay to pata hoga na kay kaisay Miss kia snooAta
kiss say shadi ? soching bohat zor say
abb aur kitni karoon shadian ? reded
Q, koi hay kia ? :-p
Re: app ko yaad hay
kuch shairi humaray liya bhi ker lain ![]()
Re: app ko yaad hay
khuda na khawasta mujhay aisee kon see GERber baymare hay jo maray saray organz opposition party ki terah walk out ker jaain? : mad :
bakee app nay dada abba say nick change ker kay ATa rakha to yehe lagta hay ab ummer chupa ker koi shikar kernay kay iraday hain : P
niyal > main tumharay ley asman say pluto tor ker la sakte hon per shaaire na kerwao * blush *