app ko yaad hay

Re: app ko yaad hay


Aap ka naam jaan kar khushi hovee madam nawazish :D

Re: app ko yaad hay

^^ Keep guessing my name.:chai:

Re: app ko yaad hay

^I know ur name :snooty:

Re: app ko yaad hay

Problem wali larki.. :waves: exam kais hua?

cheating toh nahin karni pari? :cb:

Re: app ko yaad hay

app to khud itna kam atay hain app ko kia pata chala ho ga kay main kub gaye kub ayee * snooty*

ab yeh bhi bata do mera is main kon sa nam hay yadd-e-mazi , ya azab ya hafza ?

tum bhi to kaheen ghoomnay phirnay gaye thee right ?

thanx bb .. uncle stalker nay cheezain bhi cheena shroo ker deen hain abhi in ki begum say shikyat lagatay hain

exam bohat achay hoyee ..nahi cheatting ki zaroorat nahi paree …app ki terah nalaik thore hoon : P

Re: app ko yaad hay

:clap:

Re: app ko yaad hay

Taliyaa’n bajanay ka koi mauqa haath say mat janay dayna :snooty:

Re: app ko yaad hay

Kabhi ham khoobsoorat thay…

Yaad-e maazee…:bummer:

Re: app ko yaad hay

**:salam: P-G and welcome back **
and Wish u all the best for the result :slight_smile:

Re: app ko yaad hay

Shoaib ji
parabu dava nahi prabhu Deva

Re: app ko yaad hay

main atay nai Ata hoon :-p
aur Ata ko Pata nai hoga to kia Lata ko hoga yeh sab Pata? :p
re re re snooAta

Re: app ko yaad hay

theek hai bhai.. koi bhi hai :p

Re: app ko yaad hay

tumhain yaad ho kay nah ho :cb:

Re: app ko yaad hay

WelCome Bak PG gud 2 c u again apne saath kitne prob lai ho :p

Re: app ko yaad hay

:hugz:…i remember ya…magar now don u say ke u don remember me…:barbie:
khair how r ya…

Re: app ko yaad hay

Jissay aap gintay thai aashna, jissay aap kehtay thai ba wafa,
Main wohi hoon Momin mubtila, tumhain yaad ho ke na yaad ho...

Re: app ko yaad hay

hmmm…:hehe:

Re: app ko yaad hay

humain to yad hain tubhe yahan app batain app kay yaad reh janay waloon main hamara nam hay ya nahi : )

Decent _munda> thanx ..mujh say bare koi problem hay ? :stuck_out_tongue:

sara _87> i m fine ..lolz fikar na kerain jo log mujh say udhaar laytay hain un ko to nahi bhollte : P

humain yad hay sub zar zara tumhain yad ho k na yad ho

wow Dulha mian ki waapsee : P kaise rahe shadee ?

Re: app ko yaad hay

Aap nay yaad dilaya

Tu mujhay yaad aya…:hmmm:

Re: app ko yaad hay

^ kay app hum say udhar lay ker bhagee hoyee hain ?