app ko yaad hay

main kon hoon ?

khair i m back from my examz * naraz *

Re: app ko yaad hay

Lajawaab? :konfused:

Re: app ko yaad hay

pg!!!!!!!! :p how are ya girlfrien

Re: app ko yaad hay

:shoaby:

Re: app ko yaad hay

I rememeber u :eek:

Re: app ko yaad hay

kia yeh itna mushkil sawal tha jo tum LAJAWAAB he ho gayeen ?

PCP > u forgot aaaaaaaaaah i m ur boyfriend * naraz *

Shoaib akhter > kia app ka JAhaz urnay wala hay ?

Re: app ko yaad hay

who i am ?

Re: app ko yaad hay

yaad ussay kiyaa jata hay jissay aap bhulla daiN
aap ko hum loog kabhi bhoolay hi nahi :rose:

Re: app ko yaad hay

yeh Parabu Dava Moves hain baba… ap ko nahi sumjha aye gaa :shoaby:

waisay… light bari dair se ai bhi :halo:

Re: app ko yaad hay

Of course I know who you are..

You were my multinick in Cafe`

Re: app ko yaad hay

*faint * ab tu mujhay pakka shak ho gya hay kay app ko yad nahi raha main kon hoon :stuck_out_tongue:

lolzzz bare mukhtasir see yaad hay : P

Shoaib akhter > hum nay Ups lagwa liya hay ab hamare light nahi jatee * snooty *

Re: app ko yaad hay

uninterrupted power supply :halo: i hope kya battery back up kay saath lagwaya ho gaa :stuck_out_tongue:

Re: app ko yaad hay

koch apni tareef tay taa'ruf karwa daingi to ham miskeenon ka bhala hojaiga, do waqt ki roti khalaingay piaaz and pani say laga laga kar,
aap kay bachooon ko dua daingay k Allah un ko aik piaari si aami ata farmaayay...

and konsa exam? kia raha ? hope kay teacher ko pass kardia hoga aap nay, and naraz q ? :s

Re: app ko yaad hay

Yaad-e maazi azaab hai ya rab.

Cheen lay mujh say haafza mera.

:chai:

Re: app ko yaad hay

P_G BAJIIIIIIIIIIIIIIIII:hugz: kiya haal hai itni deir ho gao koi bat cheet nehi huwi

Re: app ko yaad hay

hafzay ko marain goli thishkiyaooon

sirf bhaija dai dain, fry kar kay kha jaoonga gup gup kar kay yummy

Re: app ko yaad hay

Right. Us mein bhoosa bhara howa hai. Go on. Aapki tight khoorak hai.

Re: app ko yaad hay

Mujhay tou pahlay hee shak tha ab yaqeen ho gaya hay :chai:

Re: app ko yaad hay

Nawazish.

Re: app ko yaad hay

welcome bac bechi:hugz:
mere mun ki baat cheen li uncle stalker ne:hoonh:ghooring