Apnay Baba k leay

Re: Apnay Baba k leay

:hmmm: ye betiyan baba se itni attached kiyun hoti hain?

Re: Apnay Baba k leay

nicee:k:

Re: Apnay Baba k leay

'cuz dad’s are sweettt…meri ammi kehti hain na abbu se…aap he bigaaar rahey hain iskoooo :hehe:

Re: Apnay Baba k leay

ye batayen betay mama pe qabza q kr lete hain

Re: Apnay Baba k leay

Kiyunki Ammiyan ziada sweet hoti hain.. abu log ye nahi kehte ‘main sadqe main wari’.

Re: Apnay Baba k leay

haan magar school ki fee kaun pay karta hai k aap achi taleem haasil karain hmmm

Re: Apnay Baba k leay

school se wapisi per khana kon khilata hai... chaut lage to kon yaad aata hai?

Re: Apnay Baba k leay

:rotfl: meri ammi tou ye nahi kehti…unko punjabi he nahi aati:hehe:

:smack: school tuk pohonch gaye aap dono

Re: Apnay Baba k leay

abbu khilatay hain kfc :D scool se waapsi pe :D

Re: Apnay Baba k leay

chot lagey tou mai subse pehle woh dua parhti hoon…ki iss takleef ka mujhey ajr miley…uskey baad khud apna intezaam kerti hoon:snooty:

Re: Apnay Baba k leay

nahi tou hum tou sirf discuss kar rahay hain pohnchay thori hain :stuck_out_tongue:

Re: Apnay Baba k leay

kya baat hai aapke abbu ki :hehe:

Re: Apnay Baba k leay

konsi dua hai ammi se pooch k mujhe bhi data dou please :frowning:

Re: Apnay Baba k leay

ab tou school pohoncha bhi nahi jaa sakta:naak:

Re: Apnay Baba k leay

wo to hain he bht achayy mashaAllah :slight_smile:

Re: Apnay Baba k leay

Allahumma ajirni fe museebati ajran
waisey urdu mai bhi keh sakti hain....its just a dua.....

Re: Apnay Baba k leay

Aap ke haan ye chalta hoga’ khuda meri umr bhi tunhe de de’ :hehe: Abu itne generous kahan hote haiin?

Re: Apnay Baba k leay

kion aap boorhi hogaeen kia ya aapka skool demolish hogaya ya buhat door hai ya kisi aur city main hai ya kisi aur country main hai ?

Re: Apnay Baba k leay

:smack: koe kisi ko apni umer nahi dilwa sakta:snooty:
mere haan aisa kuch nahi kaha jataaaa