Apnay Baba k leay

Re: Apnay Baba k leay

thank you phool

Re: Apnay Baba k leay

mai boorhi ho gaye:naak:

Re: Apnay Baba k leay

Aur bechari Ammi, ghar main daal roti khati hai :emmy:

Re: Apnay Baba k leay

herr jaga hotay hain itnay achay abbu :slight_smile:

Re: Apnay Baba k leay

aww.. koi baat nahi baaji :slight_smile:

Re: Apnay Baba k leay

g nahi hum ammi k leay bhi leke jaatay hain unki fav deal :stuck_out_tongue:

Re: Apnay Baba k leay

:hehe: nahi jee…meri ammi ko daal pasand he nahi

baaji nahi aapi:emmy:

Re: Apnay Baba k leay

Muhabbat main logic nahin hoti sirf nichhawar hone wale jazbaat hote hain.. aap ghor kejiye ga apni ammi ki baton per, aap ko pata chal jae ga ma’en sirf dena janti hain :naak:

Re: Apnay Baba k leay

Muqawee aap akele hain against 2 girls :hehe:
Its GIRL powerrr

hai na iamonlybeing :lifey:

Re: Apnay Baba k leay

okay aapi :)

Re: Apnay Baba k leay

poetry section mai hain tou iska kya mutlub? hum logic se soochte hain acha :snooty:

Re: Apnay Baba k leay

g aapi hum power puff girls hain yahoooooooo

Re: Apnay Baba k leay

Mere sath Maa ki duaen hain :snooty:

Re: Apnay Baba k leay

:lifey:

ab agar mai keh doon…chand taarey tor laongi…tou thts not logical :hoonh:

Re: Apnay Baba k leay

bataya tou mai boorhi ho gaye hoon…i never watched power puff girls:hehe:

humarey saath Abbu ki :zobo:

Re: Apnay Baba k leay

chaand taaray torr to nahi sakte magar paper pe bana k kaat saktay haina :D

Re: Apnay Baba k leay

Chand taare lane literal thoda hi hota hai, aur chand tare kisi ke kis kaam ke hote hain.. Its just to show that you can go to any extent for your loved one.

Re: Apnay Baba k leay

nahi nahi…yahan tou woh bhi miltey hain..plastic ke baney huay…jo room mai laga do tou raat k andhere mai chamakte hain:hehe:

Re: Apnay Baba k leay

Its just to show ki kitna impractical hai :snooty:

Re: Apnay Baba k leay

mujhe lagta hai aap abhi bhi young hain aur u have fiting spirit to u are power puff girl..