GupShup Ko Mazeed Char Chand Kaisay Lagaya Ja Sakta hai.
All ideas are invited.
Mera idea # 1. Her page aur e-mail main header bhi ho jis main hum apni marzi ka kuch daal sakain. Jaisay Signature hota hai bilkul ussi tarha top main wo ho jo her post kay start main aay. Jo hum apni marzi say header main daal sakain.
Misaal kay tor par. Bismillahir Rehmanir Raheem aur Assalam O Alaikum waghaira. Musalmanon ka tarjuman honay kay bais ya is main shamil zaroor hona chahyay.
Intezamia Muntazmeen ki taraf say intezar rahay ga kub changing kartay hain.
Its great and probably the proper thing to do but....um doesnt really appeal to me as such, it will be hard to loosen up and be spontaneous, if you are replying to someone with such a sobering Pakeeza message
Aap to zameen pay aa par’ay chaand girhan ho. Main chand ki baat kar rahi thi. Chand to asmaan pay hota hai zameen pay naheen. Aap ko daikh kay to aina bhi rota hai aur kehta hai “yay munh, masoor ki daal”. naraz:
to Gusshup Forum Aasmaan mai Kahi hai? Aaysa Waisa Aasmaan bhe nahin mugar.. a galaxy far far away…where you have 4 moons at hand…
I didnt know that… I guess internet reaches farther than I imagined…