Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

[quote=masoomSiLarki]

aap masoor ki daal ko dekha kam karein aur khaya zyadah karein …:smiley:

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

shes got something against common people...
masoor ki daal is awesome with chawal (extra)ORDINARILY Deelish

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

:bism:

:salam:

Main to khud chaand si hoon
chanda ki chandni hoon
chand to hamari darshan ko roaz bila nagha ata hai phir hamain bhala kia zaroorat uskay paas janaay ki. Aam log aam si hi batain kartain. Aap to mujhay kuchchay papeetay lugtay ho.

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

[quote=Farazz]

:bism:

:salam:

Aap kis baat ki dushmani mujh say nikalna chah rahain hain.

Main main masroor bhai ki daal kia kisi tarha ki daal naheen khati.

Lugta hai masroor bhai nain aap ki kuch ziada hi halat patli kar di hai. Is liaay aap nain mujhay say unka badla nikalnay kay unhain khanay ka mashwara day rahain hain. TCH TCH Bechara faraz afrat e masoor bhai ka nishana bun gia.

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

kuchchay papeetay?!
oooh..I get the confusion
see on the boards there is this invention called…smilies..
:slight_smile: :snooty: :teary1: :bummer: :hoonh: :naraz:
they may look like papayas but they are actually harmless little circles with yelow fill and drawn expressions…nothing to be scared of…its okay…:hoonh:

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

:bism:

:salam:

Uncle Phukkar’

Smilies kaisay create kartay hain. I want to create my own smily and add on smilies page. Plz aap meharbani farma kar information dain gay kuch is baray main.

Koi Allah ka bunda Allah Hafiz ka bhi smily bana kar add kar day web page pay, bari meharbani hogi.

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

wesay aik bat batein yeh apko 4 chand lagany ki kia soojhi.... 8 ya 12 ya 24 chand laganay ka khyal kio nahi aya ... yeh main aisay hi apni knowledge kay liye pooch raha hon ... apka jawab dena zarloori nahi coz i already know apka bonga sa jawab kia ho sakta hai :)

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

meray gs join kernay kay bad bhi kisi chaand ya taray ki zaroorat hay ?

  • blush *

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

:bism:

:salam:

:saw:

Bongazz kay bongay sawal ka jawab bonga hi hoga. Main to khud hasn lay rahi hoon bonga e gs pay aisa karo aap bhi hanslo.:smiley:

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

:bism:

:salam:

Problem ji baja farmaya aap nain yay paindoo ko samajh naheen aee. 20 chand to aap kay aanay say lug gaay thay baqi bachay 4 wo main laganay kay baray main baat kar rahi thi. Yay bonga na janay kahan say aan tapka. shayaad khajoor say atkay baghair seedha zameen pay gir’ para aur is becharay kay sir pay chontain aa gaeen is liaay behki behki batain kar raha hai. BECHARA SIR PAY CHOAT KA MAR.

Is dabistan e adab main aa to ghussa hai paindoo per chaar chaand kay mutlub say mukummal tor pay na ashna hai.

Main yahan Taleem e balgha e urdu for mutluq na baldon ko par’hanay say to rahi.

Problem girl aeen bhahar e gs aya.

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

:D ....lol............

Re: Aoo GupShup Ko Char Chand Lagain

samjh nahi aata khud ko masoom bhi kehti ho aur taleem e baleghan ki batein bhi kartee ho … aur maaf kijeye ga yeh dabistane adab nahi hai … itni shusta aur salees urdu likh kar agar aap mujhya daranay ki bachkana si koshsihs kar rahi hain to … ittelaan arz hai kay bandah aisi ehmqana harkato say na maroob hota hai na khofzada… yeh GS ka cafe hai libraray nahi … yahan aam feham aur asan alfaz main bat kijeye… warnah dimaghi tawazun durst karnay ka aik nayab aur nastaleeq nuskha yeh bhi hai kay "Deewan e Ghalib " par roz subah sham sar patka jaey … umeed hai ab apkay sar say 4 chand ka khyal nikal gaya ho ga … kionkay chand ka husn " sirf is main hai kay woh aik hai "