Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

Muje sunnay mai aya hai kay kuch gupshup ki larkian jelous hain AQ say. Is that correct? Aur muje ye bi sunnay mai aya hai kay kuch larkiaN AQ ki zahanat aur uskay itna acha hone say darti haiN, kay wo un say agay na nikal jaye.

Hmmm AQ kidar ho yaar, deedar day deedar day…

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

didnt u hear hes married:halo:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

why shadi shuda cafe mai post karingay to kya saas nikah naama cheen lay gi kya

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

sharma rahey hain

:Pretty:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

they have every reason to be jealous of him :snooty:

2 Likes

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

I think sab larkian gupshup ki AQ say jelous haiN, cuz aik taraf unko pyar ata hai kay itna smart banda hai itni achi urdu bolta hai, magar doosri taraf ghabra bi jaati haiN kay ye hamay cinema munna bhai dikhanay ki bijaye ghar mai Discovery Travel laga kar na beth jaye (wo bi Hindi wala Discovery which is called Channel Daryaaft)

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

AQ unkil is ma jigga..i have gone out wid him too :Pretty: how cute :p

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

Un ko kafe se baN kaR dya gaya hai is leay :D

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

:hmmm:yes why isnt he comming in cafe

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

he is coming in cafe :hehe: i just saw his post in mods thread:pbtw why should gals be jealiouse wid him .boys honn gai jealiouse:barbie:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

He is in self-imposed exile.

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

khushfahmi ho gayee hai lagta hai aap ko :rolleyes:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

khuch phsycopaths ne uss ka dimagh kharaab ker diya thaa isi liye nahi ataa :chai:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

^how are you Sis? Long time no see

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

Thanks Hareem I am good was busy. :hugz:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

:aq:

:waves: appan aunty

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

:waves: ji dhamakaa bhaii koii naii taazi sunao kahaan khahaan dhamakay kiye hain :faizy:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

abhee abhee hua hai na eik dhamaka… last day at this jAb:bummer:

neway yeh tau chalta rahta hai …
app sunain ..lagta hai app nay GS ke addiction ka ilaj karwa liya hai
sanu v dasoo koi changa jiya hakeem :teary2:

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

:fatee: get married and have kids asaan saa hal hai

Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?

wo is liye nahi atay hain kion kai mrs. anwar qureshi kehti thien kai aap mujay time nahi daitay hain aur gs per flirt kertay rehtay hain so wo aaj kal apni begum ko mana rahay hain .. so pray for him :rotfl: