Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
kahtay saray hee hain kuri koi nahen lab kay daita .....
main tau khoon kay ansoo roota hoon jab apni shaiwani ko kilLe pay tanga daikhta hoon

kiya AQ ki begum bhi hai
us ke mathay koii pagal hi labbi ho gi
aur woh jo aa rahi thi aap ki begham woh kahaan gaii ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
hahahahahaha @ dmd
and uz… aeee menu nai pata main koi molve see nikah vich ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
wo es leye nehe ate kio ke ap seb jo ate ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
kahtay saray hee hain kuri koi nahen lab kay daita ..... main tau khoon kay ansoo roota hoon jab apni shaiwani ko kilLe pay tanga daikhta hoon
kurian aap jaisay babyon kay liye.......ab to aap kay liye koi umer raseedah khatoon talaash kerni paray gi.
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
umer raseeda hoo ya dou char din ke hee mahmaan hoo
magar ameer zarror hoo
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
waooo kitna hansnay wali baat kee hay meray to pait mein dard shuru ho gaya hay hans hans kar chaloo abh jaldi say 7up ki bottle le kar aoo meray liye ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
nice one hareem
laalchi lokaan ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
lagta hai yeh koii masnoii haansaa nikla hai
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
main koi kaha kay us ko marnay say pahlay opps i mean us kay marnay say pahlay main ko us ke daulat chahiay ?![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
haan haan pata hai
nikal gai hai hansi tum nay khud kuch nahen kia
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
murd kabhiii boorha nahi hota ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
^^ aho aho tell them…
Sponser ka batana na bhulna
Younani dawa Khana Chowk yateemKhana Multan Road lahore:phati:
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
hahahahahaha ![]()
![]()
![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
irada to yehi zahir kiya hai
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
hum us kay paison say 3 shadian karr lain gai tau kia haraj hai?![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
haan mujay bhi is ka irada kuch theek nahi lag raha hay ume-za
feerah ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
hooo bad boy 3 shadiyoun ki baat kartay ho its wrong 4 karoo ![]()
Re: Anwar Qureshi Cafe mai kiyo nahi atay?
very hi nice tay changi thread.
keep it up