*Aik daffa Anwar Qureshi ko bohat ghuss char gya kay akhir kya waja hai wo mod nahi ban saktay, to unho nay ghussay mai aa kar BANDOOK pakree aur ghar say bahir janay lagay to unki girl friend nay poocha “KAHA CHAL DIYE JANU?” to Anwar says to her “MAI BABBAR SHER ka SHIKAAR karnay ja raha HOOO!”
Uski girlfriend bohat khush hoyee aur bohat si dua’in deeN, aur bahudree ki tareef bi ki!
10 minutes baad Anwar Qureshi waapis a gya, to uski girlfriend nay poocha…Aap wapis kiyoo aa gaye wo bi itnee jaldeeeeeeee?
To Anwar Qureshi bola…
“samnay waloN ka kutta muje burri tarah ghooR raha tha” *
khudaa kaa khauf karo yaar… maiN kissi insaan ko kutta naheeN bol rahaa kaY tum apnaY aap ko beech maiN laa rahai ho.. maiN kuttoN ko kutta bol rahaa hooN.. aur phir joke forum hai… maiN nay bhee jokingly reply maara hai jaisaY aap loug Joke forum kee aaR maiN kuttaa posting kar rahai ho