~*Anwaar Qureshi*~

Re: ~Anwaar Qureshi~

I miss Rahat bakery :crying:

Re: ~Anwaar Qureshi~

Anwaar qureshi > gift bhi to shop per hota hay ... 50 saal bad app ko moqa mila hay cake khila dain gay to kon sa 90 saal kay ho jain gay

sadaf > rahat bakery say apna nay qarz per saman uthaya ho tha : P

Re: ~Anwaar Qureshi~

Aapyy tu tu to you :phati:

Re: ~Anwaar Qureshi~

maiN kiyaa 25-30 kaa thaa jub pedaa huaa thaa :rolleyes:???

Re: ~Anwaar Qureshi~

PG - kabhi islamabad ki rahat bakery ka cake kha lo to tum bhi —> :crying: kar rahi ho gi

Re: ~Anwaar Qureshi~

Rahat Bakery.. wohi jahaaN woh kaRhaai par khaRaY ho kar uss ko peYroN saY maaNjhtaY thaY?:D

Re: ~Anwaar Qureshi~

Anwar qureshi > nahi app ko paiday hoye kafee sadiyan beet gaye hain lakin app nay apni age freezer main rakh ker freze ker de hay 23 ya 30 per : P

sadaf > isb koi lay ker he nahi jata .. : (

Re: ~Anwaar Qureshi~

aakhir hum aurtoN saY peechaY kiouN rahaiN :flower1:

Re: ~Anwaar Qureshi~

U dint answer my question :teary1: