***Anwaar Qureshi is missing***

Re: Anwaar Qureshi is missing

Haaey mera AQ
Najaanay kho gaya kahan
abhi to rakha tha yahaaaan
pateeliyon ke darmiyan

Yeh itnay saaray log kion
Yehan koi taqreeb hai?
Yeh GS bhi ajeeb hai
naam ka ghareeb hai

zara tu ja ke check to karrrrr