***Anwaar Qureshi is missing***

Re: Anwaar Qureshi is missing

Allah na karay. Kesi bad faal mounh say nikal rahi ho Fatima.

Re: Anwaar Qureshi is missing

aaw omg i was only joking. how could someone actually eat him? :smack:

i’m sorry AQ :frowning:

Re: Anwaar Qureshi is missing

:omg: you are soo adorable

Re: Anwaar Qureshi is missing

zameen nigal gaie ya asman kha gaya :hmmm:

and Shireen your replies made me go —>:omg:<----

Re: Anwaar Qureshi is missing

:frowning: Kahan ho AQ bhai?

Re: Anwaar Qureshi is missing

:no: Janay mera dushman, kidher geya ji.

Abhi to yaheen tha, kidher geya ji.

Kisi ki aadaon pe marr geya ji.

Kay bari bari akhiyon say darr geya ji.

Jaldi jaldi dhoondo keh honay lagi shaam ray.:no:

:woho:

Re: Anwaar Qureshi is missing

Haaey mera AQ
Najaanay kho gaya kahan
abhi to rakha tha yahaaaan
pateeliyon ke darmiyan

Yeh itnay saaray log kion
Yehan koi taqreeb hai?
Yeh GS bhi ajeeb hai
naam ka ghareeb hai

zara tu ja ke check to karrrrr

Re: Anwaar Qureshi is missing

:rotfl: Sadafffffffff… :omg:

Please, dhoond kar la do na.:no:

Aa bhi ja, aaaaaaaa bhi ja.

Aye sunha aa bhi ja.

Re: Anwaar Qureshi is missing

[QUOTE]
Ham dono aik doosaray ki Urdu say impress bhi hain aur press bhi. Apas main shairoon mein batain kartay hai. Is liye miss kar rahi hoon
[/QUOTE]

*majbooor hain uff Allah kuch keh bhi nahi saktay *

Re: Anwaar Qureshi is missing

^ :rolleyes:

PS: Have you found him?

Re: Anwaar Qureshi is missing

^ kal tuk to app ka khiyal tha main he Anwar qureshi hoon to phir main apnay app ko kia dhondoon ab ?

Re: Anwaar Qureshi is missing

AQ, tum aa gaye..:eek:

:yahoo:

:woho:

Re: Anwaar Qureshi is missing

umer nahee maloom tu mai bata sakta, balkeh ghar ka address ya cell phone number ya tasweer dekhna ho, jo bhi maloom kerna ho mujh say pooch sakti.

Re: Anwaar Qureshi is missing

**^ I am not interested in persoanl details. If he wants to share, its up to him. I will not ask anyone else.

:woho:**

Re: Anwaar Qureshi is missing


Lol AQ na huay cockroach ho gaye :D

Re: Anwaar Qureshi is missing

^ :grumpy:

:nono:

Re: Anwaar Qureshi is missing

lol… well said :k:

Re: Anwaar Qureshi is missing

mut seh’l hammaiN jaano phirtaa hai falak barsoN :wave:

and OMG saahibaa! aap kay signature maiN sher ghalat hai :stuck_out_tongue:

MAKTAB E ISHQ KA DASTOOR NIRALA DEKHA
USKO CHUTTI NA MILEE JISKO SABAQ YAAD HUAA !

Lat word is ‘Huaa’ not ‘RAHE’ :stuck_out_tongue:

Re: Anwaar Qureshi is missing

Shukriya ji. Thats why I missed you. Ab kaheen na jana.

Un kay aa janay say jo aa jati hai mounh pay raunaq
Woh samajhtay hain beemaar ka haal acha hai.

Re: Anwaar Qureshi is missing

I was never gone:halo: In fact I was writting my journal entries religiously every day during this time :d:D:D