bedardi balma tujhko mera man yaad karta hai
barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai
Haan issi maur per, is jagah beth kar
Tum ne waada kiya thaa, saath doge zindagi bhar
Chor kar tum na jaaoge.... !!! :(
jo hum ne dastaan apni sunai aap kion royee
tabahi to humaray dil pe aai aap kion royee
Rotay rotay guzar gai raat re
ai yaad teri har baat re
rotay rotay juzar gai
Gaa raha hoon is mehfil mein
Aap ki muhabbat hai
Aaj hoon mein jo kuch bhi woh
Aap ki inaayat hai
honton se choo lo tum, mera geet amar kar do
ban jao meet mera, meri preet amar kar do
Woh beetay din yaad hayn
Woh palchin yaad hayn
Guzaray teray sang jo
laga kay tujhay ang jo
Woh muskanaa tera
Woh sharmana tera
December ka sama
Woh bheegi sardyan
Woh mausum kya hua
Na janay kahan khogaya
Bus yadayn
Baaaqqiiii
Woh beetay din yaad hayn
Woh palchin yaad hayn
hi my first antaakshri
bari mushkil hai khoya mera dill hai
koi use dhond ke laye na
haaton main in haaton main
likh ke mahendi se sagna ka naam
Na tum hame jano na hum tumhen janen
magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya
Gaa raha hoon is mehfil mein
Aap ki muhabbat hai
hum tumharay hai tumharay sanaammm
jaanay maan mohabath ki har kasam ki kasam...
kab tak chup bethein ab to kuch ha bolna
kuch tum bolo kuch him bolein o dholna
dhola ray dhola ray dhola
man dola tun dola...
lag ja nay do najriya
ghir janya do bijuriya
baand key mey ghongroon
pehan key payal
jhoom key nachoon gi
ghoom kay gaoon gi..
Gumuthane ke liye main to jiye jaoonga
saans ki lai pe tera naam liye jaoonga
I havnt read all the songs...itna time hi kahan :D
Jab tujhe maine dekha nahi tha,
is tarah maine socha nahi tha...
jab tujhe maine dekha to jana
khoobsorat hai kitna zamana...
jab jab bahaar ai aur phool muskurae
mujhe tum yaad aye mujhe tum yaad aye
jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagae
mujhe tum yaad aye
Ab tuk chup bhaitay
ab tou kuch hai bolna
oh dholna.......
[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *
Ab tuk chup bhaitay
ab tou kuch hai bolna
oh dholna.......
[/QUOTE]
na na kerte pyar tumhee say ker baithay
kerna tha inkaar magar iqrar ker baithay
my fav. desi song :love:
Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
Kasam Chahein Le Lo
Kasam Chahein Le Lo
Khuda Ki Kasam
Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
Bahut Pyar Karte Hain Tumko Sanam
Humein Har Ghadi, Aarzoo Hai Tumhari
Humein Har Ghadi, Aarzoo Hai Tumhari
Hoti Hai Kaisi, Sanam Bekarari
Milengey Jo Tumko To
Milengey Jo Tumko To
Batayenge Hum
“H”