Antakshari

hum hai pakistani
hum tou jeetay ge
ha jeetay ge
har maidan mai
har toofan mai jeetay ge
ha jeetay ge

ghoongat ki aar se dilbar ka deedar adhoora rehta hei
jab tak na pare aashiq ki nazar, singhaar adhoor rehta hai

Hum tum se juda hokay mar jayenge ro ro ke
mar jayenge ro ro ke

Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai
Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh

'W'

Wo bhooli dastaan jo phir yaad aa gai
nazar ke saamne ghata si chha gai

ghum hai ya khushi hai tu
meri zindagi hai tu

Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai
Tu hi pyaar, tu hi chaahat, tu hi aashiqui hai
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai

'H'

ho sakay tou mera ek kaam karo
shaam ka ek phel mere naam karo

kam se kam itna kaha hota
ke hone laga mujhse pyar hai
mujhse pyar hai...

'h' again :)

hum tumharay hai
tumharay sunam....

:hehe: bet this one hasn’t been used at all!

Soldier, soldier, meethi baatein bolkar
Dil tu chura le gaya
Oh, yun milaake nazar, karke jaadugari
Deke dard-e-jigar, aage peechhe dolkar
Soldier soldier, meethi baatein bolkar
Dil tera uda le gaya

‘g’

gum diye mustakil kitna najuk hai dil ye na jana
hai hai y3e ye zalim zamana

Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
jaaaneyjaaaaaaaaaaaaa
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
mera yeh husn jawaan...jawaan...jawaaan
teri liyeh..hai aag lagai
oo zalim aaa jaaaanaaaaaaaaaaaaa

:Pretty: :D

Jaadoo hei tera hee jadoo jo meray dil pe chanay laga
deewanay meray ye tau bataa kya kiya tu ne meetha sa dard honay laga

'L'

Laila O laila aisi mein laila
har koi chahay muj se milna akaila
Jisko bhi dekhoon dunya bhulaa doon
majnoo banaa doon, aisi mein laila

Phir se 'L'

Love tujhe love main karta hoon)
Zara paas aa, mujhe kuch kehna hai
Door nahin ek pal rehna hai
Dekho mere itne kareeb na aao
Darr lagta hai, na haath lagaao
Hmm, main hoon tera, tu hai meri
Mujhse bhi kya darrna

'D'

dekho 2000 zamana agaya
mil k jeenay ka bahana agaya
buch k rehna dewana hu mai....
.
.
.
.
"M"

mera chand mujhe aya ha nazar
aay raat zara thum thum ke guzer
chaya ha nasha meri aankhoon per
aay raat zaya thum thum ke guzer

next "G"

i love this song!

Ghoonghat Mein Chand Hoga
Aanchal Mein Chandini
Chupke Se Dekhegi
Saajan Ko Sajini
Haan, Ghoonghat Mein Chand Hoga
Aanchal Mein Chandini
Chupke Se Dekhegi
Saajan Ko Sajini
Chedegi Shehnaiyee
Masti Ki Ragini

'R'

ramaiya wasta waiya ramaiya wasta waiya
maine dil tujhko diya maine dil tujhko diya
ho ramaiya wasta waiya ramaiya wasta waiya