Antakshari

Wo dekho jala ghar kiei ka wo tootay hain kiske sitaray
wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lagay gum ke maare
wo dekho jala ghar kisi ka...

Kaash tum mujh se ek baar kaho
Tum ko mujh se pyar hogaya

aaa dekhaen zara
kiss mein kitna hai dam :wink:
bach ke rakhnaa qadam
meeay sathayiaaaaaaaaaaaaa :mocking:

sub se phele hai pakistan
....pakistan
humara dil humari Jaan
....pakistan

na janaay meray dil ko kia ho gaya
abahi thu yahen tha abahi kho gaya

  • ho gaya hai tuj ko thu pyar sajnaa
    *lakh kar lay tuu inkar sajnaa
    yeh hai pyar sajnaa :love:

sab kuch sekha hum ne na sekhi hoshiyaari
sach ha dunia waloo ke hum hain anari

App ke nazaroon ney samgha
pyar k qabil mughe dil ke yeh dharkan thehar ja
Mil gae Manzil mughe lalalalallalalalalalalalal ;)

Lagta nahin hai dil mera ujare dayar mein
lagta nahin hai dil mera...

Mujh ko dey woh jo tu na deysaka...
meri rooh ko na yoon sata...
meri himmat ko tu barha...
merey khoon mein woh rang dey
jo rang tu na deysaka...

ak may aor ak tu
doono milay is tarhah ......................

Tere bina zindagi se koi shikwa nahee
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi tu nahee

na na kartay pyar tumhi se kar baithay
karna tha inkar magar ikrar hum kar baithay

Beqadaroon se kar ke pyar,
qadar ganwaee dil ki yaar

yaama yaammmaa yaaammm yamma
yeh khoobsorrath sama,
baaas aaj ki raath hai zindagi
phir hum kaha tum kaha..

Kab ke bichray huwe hum aaj kahaan aa ke milain
Jaisay saawan se koi pyasi ghatta chaa ke milain

Ladki..haaaa.......shahar ki ladki
aankh mila ki bole hi! how r u.
Aank dikha ke pucche how do u do? how do u do.
Style me uski..smile main uski...
hai....tabiyat bigad gayi........
shahar ki ladki......
haaaaa.......
shahar ki ladki...

laal laal hotay pey ghori kiska naam hai..

laal laal hotay pey piya ji ka naam hai
mey hoonkaneez dil uska gulan hai...

ho sake tou mera ek kaam karo
shaam ka ik phel mere naam karo

Kali ghata chhaye mora jiya tarsaye
aise mein kahin koi mil jaye re
bolo kisi ka kya jaye re kya jaye re kya jaye
kali ghata chhaye mora jiya tarsaye.

ek, do ,teen, char, paanch , che, saat, aanth, no, das, gyarah, barah, tera
tera karoon geen geen key intezaar
aaja sayaan aayi bahar