dil dhoondhta hai phir wohi fursaat k raat din
bethay rahay tassavur e jaana kiye huay!
Hamaara kya hai dil agar wafa ki chout kha gaya
Unhein tu mil gaya sukoon, unhein tu chain aagaya
Apun Bola Tu Meri Laila
Woh Boli Fekta Hai Saala
Apun Jabhi Sachi Bolta
Aye Usko Jhoot Kai Ko Lagta Hai
humko humein se churaalo
dil mein kahein tum chupaa lo
hum akele, kho na jaain
door tum se, ho na jaain
paas aao gale se lagalo
lagi lagi re lagi lagi
dil mera dudy hai lagi lagi
meri sanso se uthta hai duhua
suljhe hai suljhe hai diya jaha
jalne dai mujhe julne dai
Yeh haseen vadiyan
Yeh khula asman
agaye hum kahan
ay mayray sajna
in baharon mayn dil ki kali khil gayee.
mujh ko tum jo milay hur khushi mil gayee
ghum hai ya khushi hai tu
meri zindagi hai tu
Teri duniya se dor chale hoke mazbor
hamein yaaad rakhna
jao kahin bhi sanam timhein itni kasam
hamein yaad rakhna
ruba mera ruba ruba
ruba meray ruba
Raat baki baat baki
Hona hai jo hojanay do !
dil deewana najanay kab kho gaya
to ne aisay dekha ke kuch ho gaya
Gaa raha hoon is mehfil mein aap ki muhabbat hai
Aaj hoon mein jo kuch bhi woh aap ki inaayat hai
hum tumhein chahte hain aisay
merne wala koi zindagi chahta ho jasay
Jai jai shik shankar kanta lagay na kankar..key piala teray naam ka piya.
mey ghir jaoon gi, mey mar jaoon gi...jOO TUNAY MUJAY THAAM NA LIYA.. OHH SOO RAAB DI... :)
do dil mil rahe hai magar chupke chupke
sub ko ho rahi hai khabar chupke chupke
chitta kukar baneray tey
kasni dupattey waliye munda sadqe terey tey
Tujhe khoo diya hum ne paanay ke baad
Teri yaad aaee tere jaane ke baad
bahut pehle se un qadmoon ki aahat jaan leete hain
tujhe aay zindagi hum door se pehchaan leete hain
Har qasam se bari hai qasam pyar ki
Mar ke bhi is qasam ko na torenge hum
Har dil jo pyaar karega wo gana gayega
diwana saikron mein pehchana jayega
diwana...