Antakshari

wo jo hum mein tum mein qarar tha, tumhein yaad ho ki na yaad ho
humein yaad a zara zara, tumhein yaad ho ke na yaad ho...

Hai apna dil to awara na jane kis pe ayega

Akele hum, akele tum
Jo hum tum sang hain to phir kya gham
Tu mera dil, tu meri jaan

'j'

Jab ham jawaN honge
jaane kahaN honge
blah blah blah.....

dil keh raha hay dil say
wada karo dil say

by Adnan Sami Khan

saat rang key sapno mey mey kho gayee sanjaaaaaaa
orh chunar teray pyar ki teri hogayee sajnaaaaa

Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai
Toot jaata hai, toot jaata hai... !

hai ramma yeh kiya howa...
kyoon aisya zid karnay lagay..

tum ithni pyari ho samnay hum khaboo mey kaisay rahay...

jaoooooooo key humko aaathhhhhhhhhhhiii sharam hai

Hum bhool gaye re har baat magar tera pyar nahee bhoolay
Kya kya huwa dil ke saath magar tera pyar nahee bhoolay

bari mushkil hai
koya mera dil hai
koyee usay dhoond key liya na...

jaa kay kaha raput likaoon koyee pthalay na..
mey rhooo yah hasooon karon mey kiya karooonnn

Koi aya dharkan kehti hei
Dheeray se ye palkon ki girtee uthtee chilman kehti hei
Koi aya dharkan kehti hei

haey haey re khaey , yeh larka haey re haey
karta nadaniyaan kyoon poocho to haey
kabhi ye hum se larta hai , kabhi jhagarta hai
koi paas us ke na jaana
yeh larka hai deewana hai , deewna , deewana

my favourite one

aiy meray humsafar ek zara intezar
sun sadaiyen dai rahein hein manzil pyar ki...

Kiya karoon Ram, mujhey buda milgaya;
Sab jo gayey bagh, mera buda bhi challa gaya,
Sab jo layey phool, mera buda gobi laya..
Mey sharam sey margayi Ram, mujhey buda milgaYA!!!

Meray dil ke taar bajjain baar baar
Huwa tujh se pyaar aaja
Rahoon beqaraar, karoon itnizaar
Gaey nain haar aaja

Jo millay payaam tau mein gaam gaam
Takkoon dil ko thaam teri raahain
Mera subho shaam yahi ab hei kaam
Tera le ke naam bharoon aahain
Tuj bin udaas meray dil ki aas
Kabhi meray paas aaja
Rahoon beqaraar karoon intizaar
Gaey nain haar aaja

aaj kaal teray meray charchay hai har zubaan par
saab ko maloom hai subko khabar ho gayee...

gaa mere manwa gata jaey.. jaana hay hum ka door...

dhulay ka sehra suhana lagta hey
dulhan ka to dil deewana lagta hey
pal bhar mein kaisey badaltey hein rishtey
ab to her apna begana lagata hey
dhulay ka sehra...

So ja rajkumari soja soja main balihari soja
soja rajkumari soja

sunn sunn saba sunn pyar ki dhun
o mainay tujhay chun ,lia tu bhi mujhay chun
sun sun saba sunn....