Antaakshiri (Only Pakistani Songs)

Guyz;

Lets play antaakshiri for Pakistani songs. The idea behind this is to get to know the Pakistani Songs. As we all know that indian movie songs r on every one’s tongue

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

.
This will help us to know the Pak songs as well. And we should be proud to sing and promote our songs.

Here, you can right any song..movie, bands, singles, ghazals etc…any which is sung by Paki singer. I know it’s not easy to remmember a Paki song but “lets give it a go”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

Lemme start

akhiyaan udeekdiyaan dil wajaan maarda
aaja perdaisiya wasta-i-piyaar da
aaja tennu akhiyaan udeekdiyaan

‘n’

Na churra sakou gay damen
na nazer churra sakou gay
na chuura sakou gay damn
jou main dil ki baat kah doo
tou kahi na jaa sakou gay
na churra sakou gay damen

I cant remember anything from n so here is m

Meray khyaloon pay chaii hay ek soorat matwali si
nazuk si sharmeeli si
masoom si bhooli bhaali si
rahti hay wo door kaheen ata pata maloom nahi
co co co rina
co co co rina

AISY ZAMEEN OR AASMAAN, JIN KAY SIWA JANA KAHA, BARTHEY RAHAY YEH ROSHNI, JALTA RAHAY YEH SARI JAHA.
DIL DIL PAKISTAN
JAH JAH PAKISTAN
DIL DIL PAKISTAN
JAH JAH PAKISTAN


Thank you, come again

Na chura sako kay daman
Na churaaa sakoo kay daman
Jo main dil ki baat kah don
to nazar na chura sako gay

oye ramzan mein gaatay ho sharam nahe aati hey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

yaro yehi dosti hey
kismat sey jo mili hey
sab sab chalay sub rung chalay
chaltay rahain hum saddaaaa

I think in all the antakshri threads the first alphabet of the last word is considered
Its upto you guys to decide, I think its easier way to determine

“S”


kutta ban gaya houn tairay pyar mein
sunnah chahti ho to sunoh
BHOW BHOW!!

[This message has been edited by sherrybaba (edited November 27, 2000).]

Sayoneeee
Sayoneeee
chain ik pal nahiN
chain ik pal nahiN
aur koi hal nahiN
Sayoneeee


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

sanwli saloni c mehbooba
tairee chooRiyaa'n shaRang ker kay.....
jaanay kaisee aas dilai'n
hai hai karai'n sub laRkay......

Yeh ada, yeh naaz, yeh andaaz aap ka.
Dheeray dheeray piyaar ka bahana ban gaya.

"G"

Goray rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
Gori dar tujhe kis ka hai
Tera to rang gora hai

hum tum
chaley jaa rahey haiN
jeewaN
guzar hi raha hai
laikiN
din ba din
aik dhuwaaN
jaaney kyouN
bewajah
jaley jaa raha hai

"H" again


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

hum hein pakistani hum to jeetay gain ha jeetay gain
har maidan mein hur toofan mein har mushkil mein jeetay gain

"g"


kutta ban gaya houn tairay pyar mein
sunnah chahti ho to sunoh
BHOW BHOW!!

gaaon kee kuch larkiyaan
shehar ke bazaar mein
kharee hein heiran si
jaain toh jaain kahaan

“k”

Good on u HawK. Brillian idea :k
keep it up

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/cool.gif

Kabhi to tum ko yaad aayen gi
wo baharain wo sama
jhuke jhuke badlon ke neechay
milay thay ham tum jahan jahan

Jeem

junoon say
aur ishq say
milti hai
aazadi
qurbaani
ki raahooN maiN
milti hai
aazadi

"A"


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

Aisa laga koi paas hai
jeevan ki rahon may saath hai
dekha jo haath barha kay
sapnon kay reshmi dhagey
tootey milay, rishtay jhootey milay

Y:

yaariyaa'n yaariyaa'n yaariyaan yaariya'n
jo bhi choR kay chalay jaatay hai'n
unhai'n neend kaisay aatee ho gi,
yaaro'n ko, yaaro'n ko,
jo bhi choR ke chalay jaatay hai'n
unhai'n zindagi rulaati ho gi.....
"gaaf"

Gori Panghat pay thairo
Ghar naheen jaa'oo
Gaa'gaar ko choro
Kuch batain karo
Aaj piyas naheen hai

"H"

hum tum hongey badal hoga
raqus mein sara jungle hoga
hum tum..

"M"


Gravity is not responsible for people falling in love

Mohay aaee na jug say laaj
mai'n itna zor say naachi aaj ke ghungroo toot ga'aay....
(Abida parveen wala)
gaaf...