Antaakshiri (Only Pakistani Songs)

maashalla guyz..good response

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

keep it up

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

guzare zamaanei waali
thora sharmaanei waali
chup chup jaanei waali ho
sajna ko deikh keh nazrein jhukaanei waali
dohri hojaane waali ho

“h”

Hawa nay chupkay say keh diya kiya
Kay phool sharma kay hans paray hain
Yeh kaisee dil main oomang jaa'gi
Kay hum bhee sharma kay hans paray hain.

hum chalay tou hamaray sang sang nazaray chalay
kaisa yay sama hay
baykhudi hay dil jawan hay
kon chahay aisa mousam dhalay dhalay dhalay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

yaar bina dil mera nahin lagda
yaar bina dil mera nahin lagda
O' yaar bina dil mera nahin lagda
kuch mujhe yaar ki judai maar gai
kuch mujhe gair ki khudai maar gai
yaar bina dil mera nahin lagda

Allah hee Allah kya karo
dukh naa kissi ko diya karo
jo duniya ka malik hai
naam ussika liya karo
Allah hee Allah


Gravity is not responsible for people falling in love

hum tum hongai baadal hoga
raqs mein saara jungle hoga
piyaar ki raah pe chalnei waalo
rasta saara daldal hoga
raqs mein saara jungle hoga
hum tum

Mahi away gaa main phulaaN naal dharti sajawaN gi
onou dil walay ranglay palung tay bathawan GI
chlahan gi pakhiyan tay bara kujh kain giaN akhian

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

Nighahain Mela Ker Badul Janey Waley
Mujhey Tujh sey Koi Shiqayet Nahee Hay

'Y'

I am out
Next

Yaari yaari yaari yaariyaaN
jo bhi toor key chaley jaatey haiN
unhaiN neend kaisay aati ho gi
raat ko

"K"


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

Koee rehta hai meray dil mein
kuch kehta hai meray dil mein
sonu dil kee dhadkan janey jaaan
bechain hai yeh dil jaaney jaaaan

J


Gravity is not responsible for people falling in love

jaana jaana
pariyooN jaisa roop dikhaana
jaana jaana
pariyooN ki tarhaaN kho nahin jaana

“j” again

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~ It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow… ~

Ja Ja ray ja ja ray ja
Main toosay naheen boloon
Ja ja Main toosay naheen boloon
Ja ja Main toosay naheen boloon
Jaaaaa Main toosay naheen boloon.

"B"

Bulleyaaaaaa
kee jaana maiN kauN
na maiN moosa na firauN
bulleeyaaaa
kee jaana maiN kauN

"K"


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

koi rehta hei merai dil mein
kuch kehta hei merai dil mein
suno dil ki dharkan saajna
beichain hei yeh mann saajna
koi rehta hei merai dil mein

"m"

Mujh sa tujh ko chahnay wala
is duniya mai koi or ho
ALLAH na kary
ji ALLAH na kary

"k"

Kabhi hum khoobsoorat thay
kitabo'n mai'n basee khushboo ki maanind
sans saakin thi
bohat say unkahay lafzo'n say
tasveerai'n banatay thay.....

Yea Shaam aur tera naam
Dunoo ketney miltay jultay hain

N

Na tu aaey gi
na hi cheiN aaey ga
na tu aaey gi
na hi cheiN aaey ga
meray aangan ki
bhari bailooN ka
pattaa patta
toot-ta jaaey ga
na tu aaey gi

"G"


**~* It is difficult to say what is impossible, for the dream of yesterday is the hope of today and the reality of tomorrow... ~*

G.T road teh breakaaan laggiyaan
G.T road teh breakaaan laggiyaan
ni billo teri tor weikh kai
aj gaddiyaanch gaddiyaan wajjiyaan
ni billo teri tor weikh kai
G.T road teh breakaaan laggiyaan
ni billo teri tor weikh kai

"k"

Kcuh log roth kar bhi piary
kuch log...
chup reh ke bhi nazar mai
hain piar ke ishary .....

Ye....

[This message has been edited by SAJAL (edited November 30, 2000).]