Antaakshiri LIX

Alrite so i missed antaakshiri and since the other thread is unwilling to appear, might as well start a new one

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

The Rules: Start the next song with the first letter of the last word of the previous song.

The song going through my mind:

Tanha tanha jeewan ke
aisay din guzaaray
tanha tanha jeewan ke
aisay din guzaaray
sun lo sun sako to
tum ko aansoo pukaaray
tum ko aansoo pukaaray

‘p’

[This message has been edited by ~Sehar~ (edited February 24, 2002).]

Pyaar Ishq aur Muhabbat...
Jo bhi inka naam le..
Pehle dil ko tham le...
Nam lene se hi...
Qayamat ho jaati he..


Hasta la vista, baby

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

I dunno where everybody else is.

hum aapke hain kaun
hum aapke hain kaun
bachain hai meri nazar
hai pyaar ka kaisa asar
na chup rahe jitna kahon
hum aapke
aapke hain kaun
hum aapke
aapke hain kaun…

khud ko sanam, roka bara
akhir mujhe, kehna para
khaaboN mein tum, aatay ho kiyon
hum aapke, aapke hain kaun

‘k’

what are the rules btw

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye

Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin Door…

Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye
Kahin Door…


~~~~~ ~~~~~
Zara yeh to bataao
Tum ne mujh say ziada zindagi ki
Baharain daikhee hain
Dunya ke nashaib-o-faraz say bakhoobi waqif ho
Yeh dunya itni zalim
Khudgharz aur behiss kyon hai?
Jis main tum bhi shamil ho :~(
~~~~~ ~~~~~

Dil Dil Dil Dil
Mein tere pyar mein khooya
Mein sari raat na sooya
Mein kya Karoon
Pyaar pyaar pyaar pyaar
Mujhko tujse hoowa hai
Dil ye tujko diya hai
Mein kya karoon
"K"


May The Madness Be Upon You!!!

koi na koi chahiye
koi na koi chahiye
pyaar karne wala
hum pe marne wala

'w'

Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah...

Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do diloN meiN thi ubal gayi
Iska maza chak to looN maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do diloN meiN thi ubal gayi
Arre, iska maza chak to looN maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha...

Tum na the to yuN thi zindagi yahaN
Benamak ho jaise theeki sabziyaaN
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaaN, hai
Tum na the to yuN thi zindagi yahaN
Benamak ho jaise theeki sabziyaaN
Ishq ka achaar bhi naa ban saka
Husn jab na laaya tha yeh chatniyaaN
Hai hai, iska maza chak to looN maiN zara
Iska maza chak to loon maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do diloN meiN thi ubal gayi
Iska maza chak to looN maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, hoi...

Aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho, hoi
Ho, aaj tak tum is liye akele the
Kadwe the, kaseele the, karele the
Aaj itne sweet aise nek ho
Birthday ka jaise koi cake ho
Hai hai, iska maza chak to looN maiN zara
Iska maza chak to looN maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi
Jitni masti do diloN meiN thi ubal gayi
Iska maza chak to looN maiN zara
Phir kahoonga maiN ke daal gal gayi
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah
Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah
Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!!!

"H"


If I'm dreaming, never let me wake. If I'm awake, never let me sleep.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/rolleyes.gif

yeah so DM, would you mind telling us where’d you copy and paste that song from?

humein aur jeenay ki
chahat na hoti
humein aur jeenay ki
chahat na hoti
agar tum na hote
agar tum na hote

‘h’

sehar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hoonh.gif

is there a rule which states u can’t copy and paste??

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

besides, that’s the song i had in mind newayz

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

Humko humise chura lo
dil meiN kahiN tum chhupa lo
Hum akele kho naa jaaeiN
duur tum se ho naa jaaeiN
Paas aao gale se lagaa lo…

“L”


If I’m dreaming, never let me wake. If I’m awake, never let me sleep.

Lal Lal hoton pe gori kiska naam hai?
Dil mein kaun rehte hai kis ka muqam hai?
Lal lal hoton pe gori kiska naam hai
Lal lal hoton pe bol kiska naam hai?
"H"


May The Madness Be Upon You!!!

humeiN tumse pyaar kitna
ye hum nahi jaantay
magar jee nahi saktay
tumhare bina

humeiN tumse pyaar kitna
ye hum nahi jaantay
magar jee nahi saktay
tumhare bina

suna ghum judai ka
uthatay hain log
jaane zindagi kaisay
betatay hain log
din bhi yahan to lagay
baras ke samaan
humeiN intezar kitna
hum nahi jaantay
magar jee nahi sakte tumhare bina

'b'

baanhoun keh darmian
dau dil mil rahay hain
janay kia bolay mun
dolay sun keh badan
dharkan bani zubaaaaan
bahoun keh darmiaaaaaaaaaan


  • If truth is knowledge, knowledge is power, and power corrupts, then are all the liars in the world really the good guys?...*

doa dil mil rahay hain
magar, chupkay chupkay
sab koa hoa raheeh hay
khabar, chupkay chupkay


There is No Spoon

choo kar mere mann ko
kiya tunay kiya ishara
choo kar mere mann ko
kiya tunay kiya ishara
badla ye mausam
lagay pyara jagg sara
choo kar mere mann ko
kiya tunay kiya ishara
badla ye mausam
lagay pyara jagg sara

sama hai suhana suhana
nashay mein jehan hai
kisi kau kisi ke
khabar hi kahan hai
har dil mein dekho
mohabat jawaaan hai
OOOOOoooooooooooooooOOOOOOOOOOOOOOoooo


  • If truth is knowledge, knowledge is power, and power corrupts, then are all the liars in the world really the good guys?...*

hum toa chalay pardes ham pardesi hoa gayay
choota apna dais hum parday-see hoa gayay aayay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif


There is No Spoon

aaya hai mujhay phir yaadwo zalim
guzra zamana bachpan ka
hi ray akley chor k jana
aur na ana bachpan ka
aaya hai mujhay phir yaad wo zalim
wo khel wo sathi wo jhoolay
wo payar se kahna a choo lain hum
aj talak be na bholay hum
wo payar purana bachpan ka
aay hai mujhay phir yaad wo zalim
guzra zamana bachpan ka


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

good to see you here isloo and PA and kinara

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

kehta hai pal pal tumse
ho ke dil ye dewana
kehta hai pal pal tumse
ho ke dil ye dewana
ek pal bhi jaan e jana
mujh se duur nahi jana
pyaar kiya to nibhana
pyaar kiya to nibhana

‘n’

najanay kesay safar hai mera
jahan hai manzil wohi lutaira
hey na janay kesa safar hai mera
ik hawa ka jhoonka aia
ghar k deep bujhanay
kuch na kahon main
chup jo rahoon main
payar mera na manay
hey najany kesa safar hai mera
jahan hai manzil wohi lutaira


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Movie: LYH

Love You Hamesha Meri Baahon Mein Aaja
Yeh Kaise Ho Jaata Hai
Yeh Na Jaane Kab Ho Jaata Hai
Yeh Sab Ko Ho Jaata Hai
Humko Bhi Yeh Pyaar Ho Gaya

Saahibaan Ri Saahibaan Ri
Dhola Ri Dhola Ri
Sayonee Aaj Ghoonghat Kholiyon Ri
Saahibaan Ri Saahibaan Ri
Dhola Ri Dhola Ri
Sachon Hai Pyaar Jooth Boliyon Ri
Gata Chha Gayee Nazar Mil Gayee Kali Khil Gayee
Gazab Ho Gaya Jiyaa Kho Gaya
Are Ho Gaya
Ek Jhatka Laga Hai Dil Aise Mera Dhadka
Dil Aise Mera Dhadka
Behke Paani Mein Dekho Shola Koyi Bhadka
Haan Shola Koyi Bhadka
Pehle Gaya Yeh Dil Ab Jaan Bhi Jaayengi
Naa Chain Aayenga Naa Neend Aayengi
Saare Shaher Mein Ruswaayeeyaan Ho Jaayegi
Badnaam Meri Angdaaiyaan Ho Jaayegi
Jabse Mili Hai Tere Mere Naina
Tabse Main Jaagi Saari Saari Raina
Aankhon Mein Bas Jaa Mere Dil Mein Samajaa
Love You Hamesha Meri Baahon Mein Aaja
Yeh Kaise Ho Jaata Hai
Yeh Na Jaane Kab Ho Jaata Hai
Yeh Sab Ko Ho Jaata Hai
Humko Bhi Yeh Pyaar Ho Gaya
Aankhon Mein Bas Jaa Mere Dil Mein Samajaa
Love You Hamesha Meri Baahon Mein Aaja

Gata Chha Gayee Nazar Mil Gayee Kali Khil Gayee
Gazab Ho Gaya Jiyaa Kho Gaya
Are Ho Gaya
Chhupke Chhupake Aadhi Raat Ko Main Jaagi
Aadhi Raat Ko Main Jaagi
Ghar Se Nikalna Yeh Tere Sang Bhaagi
Tere Sang Bhaagi
Naa Darr Kisi Se Tujhe Seene Se Laga Loonga
Dekhe Na Koyi Tujhe Aankhon Mein Chhupa Loonga
Jaa Mere Raja Baaja Saath Leke Aaja Na
Le Jaa Mujhe Baaraat Leke Aaja Na
Kya Band Baaja Aur Kaise Baarati
Main Aur Tu Hum Hai Baby Janmon Ke Saathi
Aankhon Mein Bas Jaa Mere Dil Mein Samajaa
Love You Hamesha Meri Baahon Mein Aaja
Yeh Kaise Ho Jaata Hai
Yeh Na Jaane Kab Ho Jaata Hai
Yeh Sab Ko Ho Jaata Hai
Humko Bhi Yeh Pyaar Ho Gaya
Aankhon Mein Bas Jaa Mere Dil Mein Samajaa
Love You Hamesha Meri Baahon Mein Aaja


“na maiN* momin vich masiitaa*N, na maiN* muusaa, na fir'aun!”
*