Antaakshiri LIX

akailay hain
toa kya ghum hay
chahain toa hamaray bus main kya naheen
bus ik zara
saath hoa taira

tairay toa hain hum
kub say sanam

akaylay hain
toa kya ghum hay

(very first movie for Alka and she was ever so sureelee back then too

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

)


There is No Spoon

haan isi more per is jaga bathe kar
tum ne wada kia tha sath do gaye
zindghi bhar chor k tum na jao gaye

yaad hai aj be muj ko
us haseen sham ka manzar
dil jahan main ne hara tha
main ne tum ko pukara tha
payar se ajnabi kah kar

haan isi mor per is jaga bathe kar
tum ne wada kia tha sath do gaye
zindghi bhar chor kar tum na jao gaye

meri dewanghi muj ko
phir isi mor per la'ee
dhondta phir raha hoon main
apni wayraan tanhie
rah gaye arzoo jal kar

haan isi more per is jaga bathe kar
tum ne wada kia tha sath do gaye
zindghi bhar shor ker tum na jao gaye


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Gaata rahein mera Dil
Thu hi meri manzil… HAI!!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

yes I like it short and sweet!


May The Madness Be Upon You!!!

hameen karain koyee soorat unhain bulanay kee
suna hay unn koa toa aadat, hay bhool jaanay kee

sorry.. don't remember the antra


There is No Spoon

Kameez teeri kaaliiiiiiiiiiiiiii
nee soney phulla wali
pawien wasien tou Valeit
assan kurni nai reeit
ley key janna ey teenu mianwaliiiiii
kameez teeri kaaliiiiiiiiii
nee soney phulla wali


  • assan tey jitt janna!!! *

** aur tum apney rub ki kaun kaun si naiymut ko jhutlao gey? **

vada karo naheen chorro gee tum maira saath
jahaan tum hoa vahaan main bhee hooon

choo o naheen daikho zara peechay rakho haath
jawan tum hoaa jawan main bhee hoon..


There is No Spoon

Hooto pe bas thera naam hai
Thumhe caahana mera kaam hai
There Pyaar mein paagal houn mein
Subah shaaaaaammmmm
Jaanam I love you u love me
Jaanam I love you u love me!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


May The Madness Be Upon You!!!

meray mahboob qayamat ho ghi
aj ruswa teri galion main muhabat ho ghi
meri nazrain tu gila karti hain
teray dil ko be sanam tuj ko shikaet ho ghi

teri gali main ata sanam
naghma wafa ka gata sanam
tuj se suna na jata sanam
phir aj idher aia hoon
ye kahnay main dewana
khatam bus aj ye wahshat ho ghi
aj ruswa teri galion main muhabat ho ghi

meri tarha tu ahain bharey
tu be kisi se payar karey
aur wo rahay tuj se paray
tu ne o sanam dhaiey hai sitam
to tu ye bhool na jana
k tuj per be ye anayaiet ho ghi
aj ruswa teri galion main mohabat ho ghi

meray mahboob qayamat ho ghi
aj ruswa teri galion main mohabat ho ghi


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

Goriya re goriya re
Mere Dik churake leja
Dhaak Dhinaka DHin Dhin Dhin Da
Dhaak Dhinaka DHin Dhin Dhin Da


May The Madness Be Upon You!!!

dil gaya tum ne lea hum kia karen
janay wali chez ka gham kia karen
apnay he gham se nahi milti nijat
is bina per fiker-e-aalm kia karen

marka hai aj husan-o-ishq main
dekhaiey wo kia karey hum kia karey

bakhsh daina payar ki gustakhayan
dil he qabo main nahi hum kia karen

tund-kho hain kab sunain wo dil ki baat
aur be barham ko barham kia karen
janay wali chez ka gham kia karen


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

keh doa kay tum hoa mairee varna
jeena naheen mujhay hay marrna
daikho kabhee naa aisa kahana
daikho kabhee na aisa karna

yehee ada toa ik sitam hay
daikho tumhain maire qasam hay..

kah doa kay tum hoa mairee varna
jeena naheen mujhaay hay marnaa


There is No Spoon

meray khaboun mein jay ayay
akeh mujhe tarpaayay
usseh kahay kabhi saaamnay tau ayay


  • If truth is knowledge, knowledge is power, and power corrupts, then are all the liars in the world really the good guys?...*

movie: tere pyaar mein
singer: zara sheikh

awara badal se uRti pawan ka
awara badal se uRti pawan ka
suraj se bichRi kiran ka
suraj se bichRi kiran ka
sangam hua
sangam hua
sangam hua

awara badal se uRti pawan ka
suraj se bichRi kiran ka
sangam hua
sangam hua
sangam hua

dil angan mein chupke se aaya
sunay mann mein diya jalaya
dil angan mein chupke se aaya
sunay mann mein diya jalaya
mehka mera ang ang
uri khushbuuu
mehka mera ang ang
uri khushbuu
sud budh khoi piya
kaisa jaado
indaikhay sapnay anay lagay hain
sangam hua
sangam hua
sangam hua

'h'

hoa jayay phir uss din ka joa vaada hay
bolo mairee radha kya iraada hay
aray bolo bolo janay janaan yeh moqa milta hay kahan

hayay ray aao naa
yaar sharmao naa
hayay ray aao naa
yaar sharmao naa

kho gayee mairee chunree ghar toa jaanay day
bun thun kay dobara mujh koa aanay day
main hoon tairee jan-e-jana nikal kar jaoon gee kahaan

hayay ray janay day
lot kar aanay day
hayay ray jaanay day
lot kar aanay day

d


There is No Spoon

dil mera har bar yeh
sunay ko beqarak hai
khao na pyar hai
kaho na pyar hai
in pyar batoon main
injana sa ikrar hai
kaho na pyar hai

"i"


<::~Is thaT all You got? ::~I'll Take youR best Shot~::>

imtihan hum payar ka day k
rah dekhain kia hai nateeja

na aia yaqeen dil ko jab naam apna dekha
kagz per wo teray dil k ye ankhin huwei hayran

such hai such jo dekha hai
dil-o-tan man apna hum ne wara tum pe
dola dola dola muun dola dola dola
dola dola dola muun dola dola dola


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

doa lafzoan kee hay
dil kee kahanee
ya hay muhabbat
ya hay jawaanee

la laa laaaaa

dil kee batoan ka
matlab na poocho
kuch aur hum say
bus ab na poocho

(repeat)

jiss kay liyay hay
dunya deewanee
ya hay muhabbat
ya hay jawaanee

yeh kashtee vala
kya gaa raha thaa
koyee issay bhee
yaad aa raha thaa

(repeat)

qissay puraanay
yaadain puraanee
ya hay muhabbat
ya hay jawaanee

"j"


There is No Spoon

jab be ye dil udas hota hai
janay kon aas paas hota hai
jab be ye dil udas hota hai

hont chup chap boltey hoon jab
saans kuch taiz taiz chalti ho
anhkin jab day rehi hoon awazin
thandi aahon main saans jalti ho

ankh main tairti hain tasverain
tera chahra tera khyaal leay
aaina dekhta hai jab muj ko
aik masoom sa sawal leay

koi waada nahi kia lakin
keon tera intzar rahta hai
be-waja jab qarar mil jaiey
dil bara beqrar rahta hai

jab be ye dil udas hota hia
janay kon aas paas hota hai

"h"


~Advice is like caster oil, easy to give hard to swallow!~

hum tum say judaa hoa kay
mar jayain gay roa roa kay
marr jayain gay roa roa kay..

hum tum say juda hoa kay
marr jayain gay roa roa kay

k


There is No Spoon

Kabie kabie, pyar mein
Thori Khushi, thora ghum,
Koi chaley sang, har kadam
Kabie kabie, pyar mein