Antaakshari XXXIV

dair ho gai
laut aao
dair ho gai
laut aao
dair ho gai....
dair ho gai
laut aao
dair ho gai
laut aao
khud na jalo
humay bhi ab
na sulgaao
dair ho gai
laut aao
dair ho gai
laut aao
dair ho gai
laut aao....

"A"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Dushman na kare Dost ne wo kaam kiya hai,
Ummar bhar ka Ghamm humen Inaam diya hai,

Dushman na kare...........

Apne hi girate hai Nash-e-mann pe bijliyyan,
Nash-e-mann pe bijliyyan..
Ghairoon ne a ke phir bhi usse kaam diya hai

Umar bhar ka Gham humen inaam diya hai

Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do

dil ne ye kaha hai dilse
mohabbat ho gayi hai tumse
meri jaan mere dilbar
mera aitbaar karlo
jitna beqarar hoon mein
khud ko beqarar karlo
meri dharkanoon ko samjho
tum bhi mujh se pyaar karlo

Kaash koi Ladka mujhe pyaar karta..
mujhse Muhabbat ka izhaar karta ...
kaash koi ladka mujhe pyaar karta

"" K """

Khushiyan aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai
abtak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hain

Apni khabhi to khabhi ajanebi
Aasoon khabhi to khabhi hai hasin

Darr ya khabhi to khabhi tishnegi lageti hai ye to


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

tere mere honton pe
mithay mithay geet mitwa
agay agay chalein hum
peeche peeche preet mitwa

pehle pehle pyaar ki
pehli raat yaad rahe gi
pholon k iss shehar ki
mulakat yaad rahe gi
kash yahin saari umar
yuhin jaiy beet mitwa...

Mein cheez badi hoon mast mast
Nahin mujko koi hosh hosh, us par yovan ka josh josh
nahin mera koi dosh dosh, madhosh hun mein har waqt waqt

Ankhoin mein chaya hai ye kasai mohra
Kaun hai badshah , kaun hai mohra

Jane tera kya naam naam, Jane tera kya naam naam

Naam say kya kaam kaam ? Kar jam ka bandobast
Mein cheez badi hoon mast mast

mere hamsafar mere hamsafar
mere paas aa mere paas aa..
humein saath chalna hai umar bhar
mere paas aa mere paas aa...

hai safar humara naya naya
kisi pal andhera jo ho gaya..
kahin kho najaiy ye rehguzar
mere paas aa mere paas aa
humein saath chalna hai umar bhar
mere paas aa mere paas aa..

zara thehar ja mere hum nawa
yahan aglay mor pe ho ga kaya
kissay hai pata hai kissay hai khabar
mere paas aa mere paas aa
humein saath chalna hai umar bhar..
mere paas aa mere paas aa

Aaja, aaja ve channa aaja

Mera mahi bada sona hai
Sone pe dil khona hai
Mere yaar sa, dildaar sa naa koi hona hai
Mera mahi bada sona hai
Sone pe dil khona hai

Aaja, aaja ve mahi aaja
Aaja ve channa aaja
Aaja aaja ve sajnaa ve
Aaja, aaja ve mahi aaja


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

apnai hi bus mein nahin mein
dil hai kahein tau houn kahein mein
koi na raukau dil ki uraan kau
dil woh chala!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

aaj phir jeenay ki tamanna hai
aaj phir marnay ka irada hai!


** unthinking respect for authority is the greatest enemy of Truth! **

Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do
Deewanepan ka nasha chhaane do
Main hoon kahan, mujhe hosh nahin
Mera dil yeh kahe karoon boom, boom
Hato tum baaju, hawa aane do

dil meiN ho tum
aankhoN meiN tum
bolo tumheN kese chahooN?
puuja karoon
sajda karoon
jese kaho wese chahooN

"Ch"

Chehraa apna dekhte hai aaine mein voh, voh

Aur yeh bhi dekhte hai, koi dekhta na ho

Apni duaa mein sirf mujhko maangte hai voh voh
Aur yeh bhi maangte hai, koi maangta na ho

Gore badan se unka aanchal zara sa dhalka
Jaaga mere seene mein koi dard halka halka


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

humein aur jeenay ki chahat na hoti
humein aur jeenay ki chahat na hoti
agar tum na hote agar tum na hote

tumhein kiya bataaon k tum mere kiya ho
meri zindagi ka tumhi asraa ho
tumhein kiya bataaon k tum mere kiya ho
meri zindagi ka tumhi asraa ho
mein asha ki lariaan na reh reh piroti
agar na tum na hote agar tum na hote
humein aur jeenay ki chahat na hoti
agar tum na hote agar tum na hote

Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *