Antaakshari XXXIV

here is the last song from the last antaakshari thread…

same rules: new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the previous song…i.e. in the song below, the last word is “jaye” so the new song has to start with “J”


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Jaanam, jaane jahaan
Jaane jigar jaaneman, mujhko hai teri kasam
Tu jo mujhe na mila, mar jaaoongi main sanam

Jaane jigar jaaneman, mujhko hai teri kasam
Tu jo mujhe na mili, mar jaaoonga main sanam

O rokega humko ab kya zamaana
Marke hamein hai vaada nibhaana
Jaane jigar jaaneman, mujhko hai teri kasam
Tu jo mujhe na mila, mar jaaoongi main sanam


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

Saara zamaana
HaseenooN ka deewaana
Zamaana kahey phir kyouN
bura hay dil lagaana
saara zamaana...

"Z"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

zindagi mein to sabhi pyaar kiya karte hain
main to mar ke bhi meri jaan tujhe chahoonga

tu mila hai to ehsaas hua hai mujhko
ye meri umr mohabbat ke liye thodi hai
ik zara saagame daura ka bhi haq hai jispar
maine wo saans bhi tere liye rakh chodi hai
tuJhpe ho jaaoonga qurbaan tuJhe chaoonga
main to mar ke bhi meri jaan tuJhe chahoonga

apne jazbaat mein nagmaat rachaane ke liye
maine dhadkan ki tarah dil mein basaya hai tujhe
main tasavoor bhi judaai ka bhala kaise karoon
maine kimsat ki lakiron se churaaya hai tujhe
pyaar ka ban ke nigehbaan tuJhe chahoonga
main to mar ke bhi meri jaan tujhe chahoonga
"C"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

chor aay hum wo galiaan
chor aay hum wo galiaan
jahan tere pairoon k
kanwal gira karte thay
hassay to do gaalon mein
bhanwar para karte thay
tere kamar k bal pe
nadi muraa karti thi
hassie tere sun sun k
fasal paka karti thi

chor aay hum wo galiaan...
chor aay hum wo galiaan...

Guzray zamaney waley
Thora sharmaney waley
Chuhup chuhup janey waley ho

Sajna ko dekh key nazarey jhukaney waley
Gohray hojaney waley ho
Kharey kharey raastey mein thuk thuk janey waley neer bhaney waley ho
Guzray zamaney waley
Thora sharmaney waley
Chuhup chuhup janey waley ho

hum aapke hain kaun
hum aapke hain kuan

bachain hai meri nazar
hai pyaar ka kaisa asar
na chup rahe kitna kahoon
hum aapke…aapke hain kaun

khud ko sanam roka bara
akhir mujhe kehna para
khawabon mein tum atay ho kiyon
hum aapke..aapke hain kaun…

kaisay kahoon dil ki lagi
kehna mera par lo kabhi
ye sharam bhi to kahay
hum aapke…aapke hain kaun

“K”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Kambakht ishq
He jo
Sara jahan
He voh
Kab aata he
Kab jaata he
Par rehta he jab tak
Yeh kambakht
Jan'nat dikhaata he

"H"

HALLA GULLAH, HALLA GULLAH,
HALLA GULLAH, HALLA GULLAH,

DIL HUWA HAI DEEWANA, JHOOM UTHA HAI MASTANA,

HALLA GULLAH, HALLA GULLAH,

ESI DHOOM MACHA JAANA, JAANE KYA KYA KAR JAANA,

HALLA GULLAH, HALLA GULLAH,

JEENA USS KA JEENA, JO JEE RAHE HAIN,
AAYE HAIN DUNIYA MAIN TO ISS KA MAZA BHI LELE…

HALLA GULLAH, HALLAH GULLAH.. (FILM=BOMBAY)

THAT’S “G” NOW…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Gore rang ka zamana
kabhi hoga na purana
gori darr tuje kiss ka he
tera to rang gora heee hae
tera to rang gora heeeee

"h"


Ya Rab dil e muslim ko woh zinda tamanna de,
Jo qalb ko garma de, jo roh ko tarpa de!

Alama Iqbal

Hai mera dil tu leja leja
Hai meri jaan tu leja leja

Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

Hai mera dil tu leja leja

Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai
Mera yaar kyoon meri baat maane na

na tum hame.n jaano, na ham tumhe.n jaane.n
magar lagataa hai kuchh aisaa, meraa hamadam mil gayaa
na tum ...

ye mausam ye raat chup hai, ye ho.nTho.n kii baat chup hai
khaamoshii sunaane lagii, hai daastaa.n

nazar ban gaI hai, dil kii zubaa.n
na tum ...

muhabbat ke mo.D pe ham, mile sabako chho.D ke ham
dha.Dakate dilo.n kaa leke, ye kaaravaa.n

chale aaj dono, jaane kahaa.n
na tum

"T"

Tumhara ishq tumhari wafa hi kaafi hai
Tamaam umr yahi aasraa hi kaafi hai.

Mujhey bahaar key mausam sey kuch nahin lena
Tumharey pyar ki rangeen fiza hi kaafi hai.

Jahan kahin bhi milo, mil keh kuskura dena
Khushi key waastey yeh silsila hi kaafi hai.

"H"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

Hum to yuuN apni zindagii se mile
Ajnabi jese ajnabi se mile
Har wafa ek jurm ho goya
Dost kucch aisi berukhi se mile
Phool hi phool hamne mange the
Daagh hi daagh zindagi se mile
Hum to yuuN apni zindagii se mile
Ajnabi jese ajnabi se mile

"M"

Masti bhari raat hai,
Ho soni kudhion ka bhi saath hai
Ho jeene ka le le mazaa
Ho darne ki kya baat hai
Na Na Na Na Naa Re Naa Re
Na Na Na Na Naa Re Naa Re


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

Ruk jaa, o dil deewane
Poochhoon to main zara
Ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Haan ruk jaa, o dil deewane
Poochhoon to main zara
Arre ladki hai ya hai jaadu
Khushboo hai ya nasha
Paas woh aaye to chhooke main dekhoon zara
Ruk jaa, o dil deewane
Poochhoon to main zara

"Z"

zindagiii ka safar
hay ye kaisa safar
koi samjha nahiN
koi jaana nahiN...

"N"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

na jane mere dil ko kiya ho gayaa
abhi to yahin tha abhi kho gaya...
na jane mere dil ko kiya ho gayaa.
abhi to yahin tha abhi kho gaya..

ho gaya hai tujh ko to pyaar sajnaa..
lakh karle tu inkaar sajnaa...
dildar sajnaa hai ye pyaar sajnaa...

Sanwli saloni si mehbooba
teri choria sharang kar ke
jane kesi aas lagaee
keh hae hae karen sab larkeeee


Ya Rab dil e muslim ko woh zinda tamanna de,
Jo qalb ko garma de, jo roh ko tarpa de!

Alama Iqbal

leke pehla pehla pyaar
bhar ke aankhon mein khumaar
jado nagri se aya hai
koi jadugar...

"J"