Antaakshari XXXIV

Justajuu jiski thi usko to na paya humne,
iss Bahane se maggar dekh li Dunya hum ne,

""" N """

naaam kya hay
pyaar ka maara
ghar ka pata do
dil hay tumhaara
kya kartey ho
tum se pyaar
is ka nateeja
kuch ho yaar

“Y”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

Yeh jo halka halka saroor he
yeh teri nazar ka qasoor he
keh sharab pina sikha dya
keh sharab pina sikha dya

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


Ya Rab dil e muslim ko woh zinda tamanna de,
Jo qalb ko garma de, jo roh ko tarpa de!

Alama Iqbal

Do Dil Mil Rahe Hain
Magar Chupke Chupke
Do Dil Mil Rahe Hain
Magar Chupke Chupke

Sabhko Ho Rahi Hai
Haan Sabhko Ho Rahi Hai
Khabar Chupke Chupke

Ho O O O Do Dil Mil Rahe Hain

Magar Chupke Chupke...
Sansoon Mein Badi Bekarari
Aankhoon Mein Kehi Rat Jage
Kanbhi Kanhi Lag Jaye Dil To
Kanhi Phir Dil Na Lagey


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

Lo Chali Maein Apne Devar Ki Baaraat Le Ke
Lo Chali Maein...
Na Band Baaja, Na Hi Baaraati,
Khushiyon Ki Saugaat Le Ke
Lo Chali Maein...Ke

"K"

KHOYA KHOYA CHAAND,KHOLLA AASMAN...
AANKHON MAIN SAARI RAAT JAAYE GII...
TUM BHI KESE NEEND AAYE GII...
KHOYA KHOYA CHAAND, KHOLA AASMAN!

"A"

aaeenay ke sau tukday
kar ke hum ne daikhay haiN
aik maiN bhi tanha thay
sau maiN bhi akailay haiN
aaeenay ke sau tukday...

"T"


Every man is wise when attacked by a mad dog; fewer when pursued by a mad woman; only the wisest survive when attacked by a mad notion.

tu, tu hai wahi, dil ne jisse, apna kaha,
jaane jaha, ab hona juda, ha ye wada raha...

meh awaz hu to , tu hai geet mera,
jaha se nirala hai manmeet mera...ah

mill jaaye iss tarah, do lehre jiss tarha,
ab honaa juda..ha ye wada raha...

"R"

Ranjish hi sahi dil hi dukhaney key liye aa
Aa phir sey mujhey chor key jaaney key liye aa

Kis kis ko bataengey judayi ka sabab hum
Tu mujh sey khafa hai to zamaney key liya aa

Pehley sey marasim na sahi phir bhi kabhi to
Rasm-e-rah-e-duniya hi nibhaney key liye aa

Kuch tu bhi merey pindar-e-mohabbat ka bharam rakh
Tu bhi to kabhi mujh ko mananey key liya aa

Jaisey tujhey aatey hain na aaney kay bahaney
Aisey hi kisi roz najaney key liye aa

Mana keh mohabbat ko chupana hai mohabbat
Ek din tu yahi baat jataney kay kiye aa

"A"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

ae kaash k hum hosh mein ab anay na paain
bas nagmein tere pyaar k gaate hi jaain
ae kaash k hum hosh mein ab anay na paain

khilti mehakti ye zulfoon ki shaam
hastay khanaktay ye honton k jaam
aa dor k saath uthain
ae kaash k hum hosh mein ab anay na paain bas nagmein pyaar k gaate hi jaain
ae kaash k hum hosh mein ab anay na paain

Purani jeans or guitar
Muhallay ki woh chat or meray yaar
Woh raton ko jagna
Subah ghar jana kood kay deewar
Woh sigrat peena, gali may ja kay
Woh karna danton ko ghari ghari saaf

Pohonchna college hamesha late
Woh kehna sir ka-get out from the class
Woh bahar ja kay hamesha kehna
yahan ka system hi hay kharab
Woh ja kay canteen may table baja kay
Woh ganay gana yaron kay saaath

Bas yaden, yaden, yaden reh jati hain
Kuch choti, choti baten reh jati hain

"H"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

har ek jeewan hai ek kahani
par ye sachai sub ne na jani
jo pana hai wo khona
ek pal hasna hai kal rona hai
har ek jeewan hai ek kahani
par ye sachai sub ne na jani

Jab hum jaawan hogay
jana kahan hogay
lakin janah hogay wahan faryaad karay geh
tujey yaad karay geh

Jab hum jawan hojay..

Yeh bachaban ka payar akhar ko jayeh ga
dil kitna khali khali ho jayeh ga

"G"


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

GhairoN pe karam apnoN pe sitam
Ay jaan-e-vafaa yeh zulm na kar
Rahne de abhii thora sa dharam
Ay jaan-e-vafaa yeh zulm na kar
Yeh zulm na kar

Ham chaahane vaale haiN tere
YuuN hamako jalaanaa theek naheeN
Mahfil meiN tamaashaa ban jaaeN
Is darjaa sataanaa theek naheeN
Is darjaa sataanaa theek naheeN
Ay jaan-e-vafaa ye zulm na kar
Yeh zulm na kar

"K"

keyse kaho ke dil ko theri
justh jo nahi
ye aur pyar hain
keh theri kismat mein tu nahi

yeh silsila hai pyar ka
yeh chaltha raihayga

"a"

Aaj Purani Rahon Se
Koi Mujhe Aawaz Na De
Dard Mein Dubey Geet Na De
Gham Ka Sisakta Saz Na De

Beete Dinon Ki Yaad Thi Jinmein
Maein Woh Tarane Bhool Chuka
Aaj Nai Manzil Hai Meri,
Kal Ke Thikaane Bhool Chuka
Na Woh Dil Na Sanam,
Na Woh Deen Dharam
Ab Door Hoon Sare Gunahon Se
Aaj Purani Rahon Se .........


*Shisha Hou Ya Dil Hou Akhir Toot Jata Hai *

sholaa jo bharke dil meraa dharke
dard javaani ka sataae barh barh ke

mahaki havaaiN bahke qadam mere
aise meiN thaam lo aa ke balam more
pattaa bhii kharke to bijali si karke
dard javaani ka sataae barh barh ke

sholaa jo bharke dil meraa dharke...

"D"

salaam-e-ishq meri jaan
zara qabol karlo
tum humse pyaar karne ki
zara se bhol karlo
mera dil bechain hai
mera dil bechain hai
humsafar k liye...
salaam-e-ishq meri jaan
zara qabol karlo

mein sunaaon tumhein baat ek raat ki
chand bhi apni poori jawani pe tha
dil mein toofan tha
ek armaan tha
dil ka toofan apni rawani pe tha
ek badal udhar se chala jhoom k
daikhtay diakhtay chand par chaa gaya
chand bhi kho gaya uski aagosh mein
uff ye kiya ho gaya dosh hi dosh mein
mera dil dharka
mera dil tarpa
kisi ki nazar k liye
salaam-e-ishq meri jaan zara qabol karlo

Koi hota jisko apna hum apna keh lete yaaro
paas nahin to door hi hota,lekin koi mera apna.

Accha kaho, chaahay burra kaho,
Jhootha kaho, chhahay sachha kaho,
Accha kaho, burra kaho, Jhootha kaho, sachha kaho
ham se ho gayee bhool,
hamse bhool gayee ham ka mafee day do,
haan ji bhool ho gayee, ham ka mafee day do.