here is the last songs post from the last antaakshari thread:
same rules…new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the last song.
Do as Roman when on gupshup ![]()
here is the last songs post from the last antaakshari thread:
same rules…new song has to start from the FIRST letter of the LAST word of the last song.
Do as Roman when on gupshup ![]()
Ye Jindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
Pyaar hi mein kho gaya,yeh jindagi usi ki hai.
Har dil jo pyar karega,
Vo gaana gaaye ga,
Deewana senkoron mein pehchaana jaayega, deewana.
duur jo aaj haiN
yaad aatay to haiN
khuwaab adhuray sahi
khuwaab saharey to haiN
"H"
Do as Roman when on gupshup :p
Hum tumain chahatay haan asay
marnay wala kohi hoo hoo
marnay wala kohi zindagi chahata hoo jasay
hum tumain chahatay haan asay
A
salam all
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
hi desi munda its been like long time huh
nice to see u once again with new songs
°°°Name?°°°
If u’wll call me rose,
will i smell like that!
º¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤FeeAmanAllah Guysº¤., ¸¸,.¤º¨¨¨¤
w’salaam masoom
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
good to c u here as well…been a while…how’ve u been?
aasmaaN kaali kaali
ghata dey gaya
aap aaey to mausam
maza dey gaya
“G”
Do as Roman when on gupshup ![]()
Ye dil ye pagal dil mera kyon bujh gaya awargi
Is moarh say jaa'tay hain
Kuch sust qadam rastay
Kuch taiz qadam rahain
Pathar ki havaili say
Sheeshay kay gharaundoon tak
Tinkoon kay nashaiman tak
Is moarh say jaa'tay hain
"N"
Na tu ayegi
Na hi chain ayega
Mere angan ki hari bailon ka
Har patta patta sookhta jayega
Na tu ayegiiiiIiiii
"A"
Begin With The End In Mind!
aaj may upar..
asman neechay
aaj may agay
zamana hay peechay.
dm, this the the post ramzan antakhri?..kher..glad to have it up and workin’ again.
DK
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
..good song.
Ye dil tum bin kahin lagta nahi
hum kia karain
tumhi keh do ab ae jan-e-wafa hum kia karain
The first time Adam had a chance, he laid the blame on women-
Nancy Astor
Koi jab tumhara ridey tor day
tarapta hua jab koi chor day
tab tum merey paas ana priyay
mera dar khula hai, khula hi rahay ga--tumharay liyay
tumhary liyay.
"L"
Lo chali mai
Apni devar ki barat le ke
Lo chali mai
"M"
Begin With The End In Mind!
DESIKURI,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
:
Mehboob mere, mehboob mere
teri ankhon say mujhay peenay day
kuch dard hai merey seenay may
mujhey mast mahol may jeenay day.
“D”
Duniya mein hum aayen hain to jeena hi parega
Jeevan hai agar jahar to peena hi parega
Paaon choo lene do phoolon ko inayat ho gi
warna hum ko nahi in ko bhi shikayat ho gi
Gori hain kalayan
Tu lade mujhe
Hari hari churyan
Apna bana le mujhe balma
Gori hain kalayan
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/silly.gif
sighhhhhhh
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
ya commy
Begin With The End In Mind!
Ye mera diwanapan hai ya muhabbat ka suroor
Tu na pehchane to hai ye teri nazron ka kusur.
kahin deep jalay kahin dil
zara daikh lay aa kar parwanay
teri konsi hai manzil
kahin deep jalay kahin dil
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Mere yar mere dilbar
Mera aitebar karlo
Jitna bekarar hun mai
Khud ko bekarar karlo
Meri dhadkanon ko samjho
Tum bhi mujhse pyar karlo
Begin With The End In Mind!