Antaakshari XXV

Le ke paila paila pyaar bharke aankhon mein khumar,
Jadoo nagri se aya hai koi jaadugar.

Jo haal dil ka
idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai
Janay jaan aaj dilon pay pyar ka
ajab sa asar ho raha hai.......

Hathoooooon mai hath lye
Chalain yuhin saath hum
Apni zameeen hai
Apna hai asmaaaaaan


Begin With The End In Mind!

atey jatey jo milta hai
tum sa lagta hai...

Haathoon main
In haathoon main
Mehndi say likh diya sajna ka naam

Na na na kartey kartey iqrar kar liya
phoolon ko raam duhai
phoolon ko raam duhai
may nay pyar kar liya
may nay pyar kar liya
dil day diya--may nay
dil lay liya

Yehi hai wo saanjh aur savera,yehi hai wo saanjh aur savera
Jiske liye tarse hum sara jeevan bhar,
yehi hai wo saanjh aur savera.

saagar kinarey
dil ye pukarey
tu jo nahiN to mera
koi nahiN
saagar kinarey…

“K”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

X-Com: i suppose it is…antaakshari has alwayz been a part of shor sharaba

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


Do as Roman when on gupshup :stuck_out_tongue:

Kiyun chaltee hai pawan
Kiyun jhoomay hai gagan
Kiyun machalta hai mann
Na tum jano na hum....

"H"

Hum bhi hain josh mai
Batain kar hosh mai
Yun na ankhen dikha
Sailaru Sailare
Kia bola phir bol re
Sailaru Sailare
Kia bola phir bol re

"R"


Begin With The End In Mind!

rootay huay
aatay haiN sub
hasnta hua
jo jaaey ga
wo muqaddar
ka sikandar
janemun
kehlaaey ga

"G"


Do as Roman when on gupshup :p

Gorey rang ka zamana
kabhi ho ga na purana
gori dar tujhey kis ka hai
tera to rang gora hai

H

Hosh waalooN ko khabar kya
bekhudi kya cheez hai
ishq kijiyay phir samajhye
zindagi kya cheez hai
hosh waalooN ko khabar kya...

"K"


Do as Roman when on gupshup :p

Kabhi to nazar milao
Kabhi to kareeb aao
Jo nahi kaha hai hum nay
Kabhi to samajh bhi jao
Hum bhi to hain tumharay
Deewane ho Deewane

D

dheeray dheeray se meri zindagi maiN aana
dheeray dheeray se dil ko sataana
tum se pyaar humaiN hai kitna jaane jaana
tum se mil kar tum ko hai bataana

"B"


Do as Roman when on gupshup :p

Baharon phool barsao
mera mehboob aya hai
mera mehboob aya hai
Fizaon rang bhikrao
Mera mehboob aya hai
Mera memboob aya hai

H

eheh…ok…my fav:

husn ko chaand, jawaani ko kanwal kehtay haiN
daikh ke tujh ko hum aik shokh ghazal kehtay haiN
uff ye sang-e-marmar se tarasha hua shaffaaf badn
daikhney waaley tujh ko taa-mahal kehtay haiN

aadaab

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif


Do as Roman when on gupshup :stuck_out_tongue:

wah wah.

Humko hami say chura lo
dil may kahin tum chupa lo
hum akaylay hain
kho na jain
door tum say
ho na jain
paas aao galay say laga lo

ps. im still waitin for a special letter to come..so i can post up my fav.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

le kar hum
deewaana dil
phirtay haiN
manzil manzil

“M”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


Do as Roman when on gupshup :stuck_out_tongue:

Meri awaz suno
mujhe azad karo
Meri awaz suno insaf do

 Azad karo Insaf do

 "D"