here is the last songs post from the last antaakshari thread:
same rules…new song should start with the FIRST letter of the LAST word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is “jaaen” so the new song has to start with “J”…enjoy
jab bhi ye dil udaas hotaa hai
jaane kaun aas paas hotaa hai
jab bhii ye dil udaas hotaa hai
honth chup chaap bolate ho jab
saans kuchh tez tez chalatii ho
aankhen jab de rahii hon aavaazen
thandii aahon mein saans jalatii ho
jab bhii ye dil udaas hotaa hai
aankhon mein tairatii hai tasviiren
teraa cheharaa teraa khayaal liye
aainaa dekhataa hai jab mujhako
ek maasuum saa savaal liye
jab bhii ye dil udaas hota hai
koii vaadaa nahiin kiyaa lekin
kyuun teraa intazaar rahataa hai
bevajah jab karaar mil jaye
dil baraa bekaraar rahataa hai
jab bhii ye dil udaas hota hai...
beqaraar karake hamen yuuN na jaaiye
aapako hamaarii kasam lauT aaiye
dekhiye vo kaalii kaalii badaliyaa.N
zulf kii ghaTaa churaa na le kahiin
chorii chorii aake shokh bijaliyaaN
aapakii adaa churaa na le kahiin
yuuN qadam akele na aage baDhaaiye
dekhiye gulaab kii vo DaaliyaaN
baDhake chuum le na aap ke qadam
khoe khoe bhaNvare bhii hain baaG men
koii aapako banaa na le sanam
bahakii bahakii nazaron se khud ko bachaaiye
zindagii ke raaste ajiib hai.n
inamen is tarah chalaa na kiijiye
khair hai isii men aapakii huzuur
apanaa koii saathii DhuuNDh liijiye
sunake dil kii baat naa muskuraaiye
aapako hamaarii
Haule haule saajna dheere dhere balma hun hun hun hun hun
jara haule haule chalo morey saajna
hum bhi peeche hain tumhare
kaisi bheegi bheegi rut hai suhani
kaise pyaare nazarey
zara haule haule chalo more saajna
Sar Se Sarak Gayee Teri Chunri Ho
Sar Se Sarak Gayee Teri Chunri Ho
Mujhse Lipat Gayee Teri Chunri Ho
Chal Gaya Tere Pyaar Ka Jaadoo
Dil Pe Raha Na Mera Kaaboo
Sar Se Sarak Gayee Meri Chunri Ho
Tujhse Lipat Gayee Meri Chunri Ho
Chal Gaya Tere Pyaar Ka Jaadoo
Dil Pe Raha Na Mera Kaaboo
Sar Se Sarak Gayee Teri Chunri Ho
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana
Naal jaana, naal naal jaana
Yeh topi, yeh chaand sa chehraa
Jo dulhe ke sir pe sehraa
Mar jaana, mar jaana
Asaa tainu tak tak mar jaana
Nar dana, anar dana
Asaaroomi topi waale naal jaana
kehna hi kiyaa
ye nain ek anjaan se jo milay
chalne lagay mohabbat ke jaisay ye silsilay
armaan aisay dil mein khilay
jin ko kabhi mein na jaano
wo hum se hum unse kabhi na milay
kaisay milay dil na jaano
ab kiya karein
kiya naam lein
kaisay unhein mein pukaaronnnnnn...
khien door jab din dhal jaye
shaam ki dhulhan badan churaye
cupke say aye
meray khayalon kay angan main
koi sapno kay deep jalaye, deep jalaye
kahien door jab din dhal jaye
shaam ki dulhan, badan churaye
chupke say aye...
aasmaaN kaali kaali ghata de gaya
aap aaey to mausam maza de gaya
aasmaaN kaali kaali ghata de gaya...
ishq tujh jaisa dushman sabhi ko milay
maar kar zindagi ka mazaa de gaya
aasmaaN kaali kaali ghata de gaya...
"G"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...