Antaakshari XLVII

Standing there... shadows in the hall.. hoping there it might be u
but it wasn't any1 @ all..I can still remember..the way things were
If i could only bring u bk... then it would'nt even say u were
I can luv u more then n e body else i mean it

Yaani kay .. saanu tere naal pyar hogaya
Saada dil beqaraar ho gaya belliyeh ni
saada dil beqaraar hogaya

Dil di gal kehni chahidi ay
Dil which rakhni nahie chahidi
Kol wadeshi boli apni
Boli phulni nahin chahidi

Junoon, Album: ISHQ

caiN
abhii to nahiiN magar hai yakiiN
mile gaa kahiiN mujhe chaiN
kaash koii hamsafar, kisii shaam aae idhar
dekhoN meN,caahoN meN,boloN meN
dekh meraa junuuN, nahiiN aaj dil ko sukooN
jaane kyon tere biN nahiiN caiN
kouN sune daastaaN, mile qais leile kahaaN
baateN huN nainoN se, nainoN kii
nuur, kaajal tera, uRe duur aancal teraa
jaane kyon tere biN nahiiN caiN


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir'aun!”
*

Chand sa Mukhra Utraa haiii dil main, Chaya hai mun main


Chand sa Mukhra utraaa Hai dil Main, Chaya hai mun main,
Doooor say Chale bujhanayyy mere pyaasss, Aya hai mere pass, teraa pyarrrr rrrrrr

Jheel See Gahnee Yeh Aankeen uS kee hain, Rashmee zulfain; ghatayain us kee hain,
Aoohooo ho, Aoohooh hooo 0000,
Laj main Lipta Anchyal us ka, Kaheen lag gayee na nazar,Laj main Lipta Anchyal us ka, Kaheen lag gayee na nazar,
Hosan ka Pehkar, Aasman say Zameen tak, Aya hai karnay Bay-karar rrrrr rrrrrrrrr,


Chand sa Mukhra Utraa haiii dil main, Chaya hai mun main
Doooor say Chale bujhanayyy mere pyaasss, Aya hai mere pass, teraa pyarrrr rrrrrr

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif


Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,

Shobe(The Best Cricketer)

junoon's Parvaaz

pyaar bina, hum juda tum juda
pyaar bina, pyaar bina
pyaar bina, kya bashar kya khuda
pyar bina, pyar bina

dil say dil koi nazdeek ata rahay
aur ruhoN ka ruhoN say nata rahay
zindagi kuch nahi, bandagi kuch nahi
pyar bina, pyar bina

pyar to hay lagan pyar to hay junooN
sirf milnay say milta nahi hay sakooN
ruh pyaasi rahay ikk udasi rahay
pyar bina, pyar bina

pyar bina hum juda tum juda
pyar bina bina, pyar bina
pyar bina.......

"Bay"


xpect d unxpected<<

Destinee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/kiss.gif

Junoon, Album: Talaash

Bheegi Yadein,
Palat kay jo dekha
Aankhein hooey num
Aaya nazar jab
Adhoora sa jeevan

Jeevan aaya mujh ko nazar
tootay waaday
Dhoonday waqt kay naram saaey

Kal bhi tha khandar
Ab bhi hai veeran
Mangay hai jeevan
Pal bhi sahara

Yadein
Bheegi yadein
Pal bhar sonay na dein

Yadein
Bheegi yadein
Jeenay na dein


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir’aun!”
*

dheere dheere se meri zindagi mein aana
dheere dheere se dil ko churana
tumse pyaar humein hai kitna jaane jana
tumse mil kar tum ko hai batana

jab se tujhe daikha
dil ko kahin araam nahi
mere honton pe ek tere siwa
koi naam nahi...

"N"

NA MANGOON SONA CHANDII
NA MANGOON HERA MOTTI
YE MERY KISS KAAM KKKKKKKKKKKKKKKK
NA MANGOON BANGLA BARRI(I THINK)
NA MANGOON GADHA GARRII,OH NO......NA MANGOON KHORRA GARRI
YE TU HAAN SAB NAAM KKKKKKKKK
AAGY BHI GANA HY???????NAHIN??????OK TU CHALOO PHIR "K"

Junoon, Album:Azadi

kudii ko kar buland itnaa
ke har taqdiir se pahle
khudaa bande se khud puuche,
bataa, terii razaa kyaa hai?
terii razaa kyaa hai

sitaaroN se aage jahaan aur bhii haiN
abhii ishq ke imtihaan aur bhii haiN
aur bhii haiN

zuu shaahiin hai
tuu shaahiin hai, parwaaz hai kaam teraa
tere saamne aasmaan aur bhii haiN
tuu shaahiin hai,
baseraa kar pahaaRoN kii caTaanoN par
tuu shaahiin hai,
tuu shaahiin hai, tuu shaahiin hai


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir'aun!”
*

hai duniyaa usii kii, zamaanaa usii kaa
mohabbat men jo ho gayaa ho kisii kaa

luTaa jo musaafir dil ke safar men
hai jannat yah duniyaa usakii nazar men
usii ne hai luuTaa mazaa zindagii kaa
mohabbat men

hai sajade ke kaabil har vo diivaanaa
ke jo ban gayaa ho tasaviir-e-jaanaa

karo ehtaraam us kii diivaanagii kaa
mohabbat men

barbaad honaa jisakii adaa ho
dard-e-mohabbat jisakii davaa ho

sataaegaa kyaa Gam use zindagii kaa

Ali_R

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Junoon’s Aazadi

kaha jo unho nay
woh sab nay suna
aur jo hum nay kaha woh
woh kis nay suna
koi yahan apni zubaN samjhE kahaN

ghulami main khush haiN abhi doosroN ki
kE rehtE haiN jannat main woh ehmakoN ki
na hi rasta koi un ka na hi manzil

kaha jo unho nay…

koi — kahieN hay koi — kahien
koi soch bhi unki, apni nahi
na mustakbil koi unka, na maazi

kahan jo unho nay, woh sab nay suna,
aur jo hum nay kaha woh
woh kis nay suna
koi yahaN apni zaban samjhe kahaN

kaha jo unho nay, woh sab nay suna
aur jo hum nay kaha woh, woh kis nay suna

“Seen”


xpect d unxpected<<

Suno mere Dil ke Sadaa aa,
Deko mere Ankhoon main hai pyar,
Main Tumhara hon Hamesha say,
Main Tumhara honnnn Hamesha sayy aaayy,


Sunooo mere dil kee sadaa,
Dekho mere Ankhoon main hai pyaaaar,
main tumhara hon hamesha say,
Main Tumhara hon Hamesha say
hay aay aaay,

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/cool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/pretty.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif


Dil Dil Pakistan,
Jaan Jann Pakistan,

Shobe(The Best Cricketer)

challo shabaash saaray ja kar namaaz paro..
ebaadat karo..Allah ko yaad karo.
bohat gaa liye gaanay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

cheeta ji,aap aggy lagooo…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Aaj maiN uupar
aasmaaN neechay
aaj maiN aagey
zamaana hay peechay
tell me oo khuda
ab maiN kya karooN
chalooN seedi
ke ulti chalooN…

“ch”

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Chalte chalte yunhin koi mil gaya tha
sarey raah chalte chalte

How else? Junoon, Album: ISHQ

chaen
abhii to nahiin magar hai yakiin
mile gaa kahiin mujhe chaen...

...chaen
kaash koii hamsafar, kisii shaam aae idhar
dekhon men, caahon men,bolon men
dekh meraa junoon, nahiin aaj dil ko sukoon
jaane kyon tere bin nahiin chaen...

....chaen
koun sune daastaan, mile qais leile kahaan
baaten hun nainon se, nainon kii

nuur, kaajal tera, uRe duur aancal teraa
jaane kyon tere binN nahiin chaen..

...chaen


*“na maiN momin vich masiitaaN, na maiN muusaa, na fir'aun!”
*

(from TumBin)
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yunhi Neende Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon Mein Intezaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Baithe Bithaaye Yunhi Neende Kho Jaati Hain
Dil Mein Bechaini Aankhon Mein Intezaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyaar Hota Hai
Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


©!²ºº¹¸.·´¯·.¸¸.·´¯· .® ** ~The Real TigerStyle~ **®·´¯·.¸¸.·´¯·.²ºº¹!©

Halat Na Poochoo Dil Ke,
baree Muskil me dil hai sanam

Haalat na poochoo dil kee,
baree muskil me dil hai sanam,

Dard Chahat ka ho raha hai,
Dard Caahat ka ho raha hai,

Kabhe Zayadaa, too Kabhe Kum,

Haalat Na Poochoo Dil Ke,
Baree Muskil me dil hai sanam,

Jeevan ke yay, Lambee dagar hai,
Mujh ko pata hai, tum ko khabar hai,

Jeevan ke yay, Lambee dagar hai,
Mujh ko pata hai, tum ko khabar hai,

Tanha Safar yay, Kasay katay gaa,
Kal bhe tumhara dil bhe kahay gaa,

Koi aa kay Galay say Lagaay,
Hun-ja-aan kesee kay hummm,

Dard Chahat ka Ho raha hai,
Dard Chahat ka Hoo raha hai,

Kabhe Zayada, too kabhe kum,

Haalat Na Poochoo Dil Ke,
Baree Muskil me dil hai sanam,

From the NEW Movie : Ye Zindagi Ka Safar

: S :

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hula.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/supercool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/cool.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif

Junoon’s Ishq (andaaz)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

sheeshay ka ghar na rahay ga
ya phir patthar na rahay ga
sheeshay ka ghar na rahay ga
chahay ghum hon hazar
kabhi mano na haar
sheeshay ka ghar na rahay ga

yeh ghar jo kay apna hay
apna hi to sapna hay
yeh ghar jo kay apna hay
iss main jeena marna hay
iss kay rangon main
iss ki chahat main
iss kay angan main hay karar
sheeshay ka ghar…

chahay kaisi bhi sochain hon
chahay kaisi rasmain hon
chahay kaisi bhi sochain hon
jaldi bujhti umeedain hon
rawadari say, wafadari say
aao ghar ko dain hum sanwaar

yeh ghar jo kay apna hay
apna hi to sapna hay
yeh ghar jo kay apna hay
iss main jeena marna hay
rawadaari say, wafadari say
aao ghar ko hum dain sanwaar
hasti apni aik, manzil apni aik
mil kay rehna hay meray yaar

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

(man i love junoon)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

“ye”


xpect d unxpected<<

Yay arzoo thi tujhay gul k roo baroo kartay
hum or gul-e-bay taab guftagoo kartay

yay arzoo

peaym ber na mayeser hoowa tou khoob hoowa
zabanay ghair say kia sharyee arzoo kartay

yay arzoo

mairi terha say mah-o-maher bhi hain awaara
kisi habib ki yay bhi hain justajoo kartay

yay arzoo