here is the last songs post from the last antaakshari thread:
same rules…new song has to start with the FIRST letter of the LAST word of the previous song…i.e. in the song above, the last word is “hai” so the new song has to start with “H”
Hum juda ho gaye
Hum juda ho gaye raaste kho gaye
Magar hum milenge magar hum milenge
Yeh yaad rakna meri raah takna
Yeh yaad rakna meri raah takna
Kaagaz ho to phaad doon dhaaga ho To kaat do
Duniya ho to Chhod do vaada kaise tod do
Is Vaade pe mujhko ab jeena ab marna sajna
Hum juda ho gaye raaste kho gaye
Magar hum milenge magar hum milenge
Yeh yaad rakna meri raah takna
Sitaaron ki mehfil mein goonjega tarana,
Ki hothon pe aaya hai dil ka phasana,
Arre dil ne, dil ko pukara……
Lo main aaya, milne dubara……
Manzil……pyar tumhara, mein hoon sagar, tum ho kinara,
Ajab shaam hai yeh pyar ki, pehlu mein sabke yaar ki,
Ajab raat hai jajbat ki, dil mein pyaar hi pyaar hai
Yeh pyaar tumhara, yeh pyaar hamara, hai khoob nazara
Zamana usi ka hai sara zamana,
Ki jisne bhi seekha pyar nibhana,
Arre dil ne, dil ko pukara…lo mein aaya, milne dubara…
Kudi kunwari tere peeche peeche peeche peeche
Jaata kaha hai soniya
Aise nazar kare neech neech neech neech
Jaata kaha hai soniya
Mainu galti ho gayi ho gayi
Mainu maaf karde OK
By the way what's your problem
By the way tumhe kya karna hai
By the way kuch vaade karne hai unhe pura karna hai
Sang jeena hai sang marna hai
To karlo na jo karna hai don't bother me
Really ?
raat ki hathayli pe
chaad jag-magaata hay...
us ki narm kirnooN se
tum ko daikhta hooN to
dil dhardak sa jaata hay
dil dhardak sa jaata hay...
raat ki hathayli pe...
"P"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
Pyaar ishq aur mohabbat
Jo bhi inka naam le
Pehle dil ko thaam le
Naam lene se hi qayamat ho jaati hai
Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Humko bhi rog yeh lag jaaye agar
Aisa ho to ho kya aisa kyon ho magar
Jisne bhi yeh dil diya
Jisne bhi yeh gham liya
Kuch na puchho uski baatein
Lambi lambi kaali raatein
Uski aankhon se neend ruksat ho jaati hai
Pyaar Ishq Aur Mohabbat
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Pehli pehli baar milata hai yahi
Seene mein phir aag lagata hai
Dheere dheere pyar sikhata hai yahi
Hasaata hai yahi, yahi rulata hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Dil to pagal hai, dil deewana hai
Saari saari raat jagata hai yahi
Ankhiyon se neend churata hai
Sache jhoothe khwaab dikhata hai yahi
Hasaata hai yahi, yahi rulata hai
Dil To Pagal Hai, Dil Deewana Hai
Lo chali main apne devar ki baaraat le ke
lo chali main...
Na band baaja, na hi baaraati, khushiyon ki saugaat le ke
Lo chali main..!
Devar dulha banaa, sar pe sehra sajaa
Bhabhi badhkar aaj balaiyan leti hai
Prem ki kaliyan khile, pal pal khushiyan mile
Sachche man se aaj duayen deti hai
Ghode pe chadh ke, chala hai baanka, apni dulhan se milne
Jadoo teri nazar, khushnoo teri badan
Tu haan kar ya naa kar
Tu hai meri kiran
Jadoo teri nazar..
Mere khwaabon ki tasvir hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jana
Kuch bhi kar jaainga mein deewana
Tu haan kar ya na kar tu hai meri kiran
kia hai jo pyar to paray ga nibhana
rakh dia qadmoon mein dil nazrana
qabool kerlo...
DerVaisH
muhabatein theen kabhi apne dermian kitni...
bicha gaye hai anna hum mein doorian kitni...
abhi to toota hai dil hi teri judai mein...
girein gi hum pe abhi aur bijlian kitni...
koi mil gaya...
koi mil gaya...
koi mil gaya...
mil hi gaya
mil gaya...
mil hi gaya
mil gaya...
mujh ko kya hua hay
kyouN maiN kho gaya hooN
aray pagal tha maiN pehlay
ya ab ho gaya hooN...
behki haiN nigaahaiN
aur bikhray haiN baal
tum ne bana kya apna ye haal...
koi mil gaya...
"G"
If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...
gallan gooriyan karan gi tere naal oyy
gallan gooriyan karan gi tere naal oyy
ke kisay de naal gall na karein
ohh gallan gooriyan
ankhan somefin hoya bura haal oyy
kisay de naal gall na karein
ooh gallan gooriyan...