Antaakshari XLIII

Vo pehli baar jab mile hathon mein haath jab ham chala
Hogaya yeh dil deewaana, hoota hai pyar kya kisne jaana
Teri aankhon mein jannat basa ke chala, teri zulfo ki chauv mein chalta chala
Tere naino meon chain, tere lab pe khushi tujhko hee mein mohabbat bana ke chala

choor aaey hum
wo galiyaaN
choor aaey hum
wo galiyaaN...

"G"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

gata rahay mera dil
tu hi meri manzil

"M"

Mere hisse mein aai hai kaisi betabiyan
Mera dil ghabrata hai main chahe jaaon jahan
Meri bechaini le jaaye mujhko jaane kahan
Main ik pal hoon yahan, main ik pal wahan

Tu baavli hai, tu manchali hai,
Sapnon ki hai duniya, jisme tu hai pali

Main albeli , ghoomoon akeli, koi paheli hoon main

Main woh rahi hoon jiski koi manzil nahi
Main woh armaan hoon, jiski koi hasil nahi
Main hoon who mauj ki jiski koi saahil nahi
Mera dil naazuk hai; Pal bhar ka mera dil nahi

Tu hai anjani, tu hai deewani, seesha lekar patthar
ki duniya mein chali
Tu albeli… Main albeli….

akailay haiN
to kya ghum hay
chahey to humaray bus maiN kya nahiN
bus aik zara
saath ho taira
teray to haiN hum
kab se sanam...

"S"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Sandese aate hain
Hume tadpate hain
Vo chitti aati hain
Vo pooche jaati hain

Ke ghar kab aao ge
Ke ghar kab aao ge
Likho kab aao ge
Ki tum bin yeh ghar suna suna hai

husn ko chaand
jawaani ko kanwal kehtay haiN
daikh ke tujh ko
hum aik shokh ghazal kehtay haiN
uff ye sang-e-mar-mar se tarasha hua shaffaf badan
daikhnay waaley tujhay taaj mahal kehtay haiN…

“H” again…take THAT

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes…

Hum To Mohabbat Karega Hum To Mohabbat
Jabse Dekha Tumko Ey Jaadugar Haseen
Us Din Se To Yeh Dil Kahin Lagta Hi Nahin
Tabse Haal Kya Hai Kahu Kya
Dil Hai Deewana Tumhara
Karta Bhi Kya Haaye Bechara
Dil Hai Deewana Tumhara

unlike u i’m not mean

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif

“T” 4 u

ok one of my fav songs nowadays...

tum bin kya hay jeena
kya hay jeena
tum bin kya hay jeena
tum bin jiya jaaey kaisa
kaisay jiya jaaey tum bin
sadiyooN se lambi haiN raataiN
sadiyooN se lambay huay din
aa jao
laut ker tum
ye dil keh raha hay
aa jao
laut ker tum
ye dil keh raha hay
tum bin...

"B"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Bumbro bumbro, shyam rang bumbro
Aaye ho kis bagiya se, oh oh tum
Bhanwre o shyam bhanwre, khushiyon ko saath laaye
Mehndi ki raat mein tum, leke saugat aaye

Aaye ho meri zindagi mein tum bahar ban ke
Mere dil mein yuhin rehnaaaaaaaaa, hai oh hai
Mere dil mein yuhin rehna tum pyar pya ban ke

^yas^

kuch na kaho
kuch bhi na kaho
kiya kehna hai
kiya sunna hai
mujh ko pata hai
tum ko pata hai
samaay ka ye pal
thamm sa gaya hai
aur iss pal mein
koi nahi hai
bass ek tum ho
bass ek mein hoon

hai dewana bara
isay bekarari na dau
haush mein ayay na
isay woh khumari na dau
chura o na dil
hmmmmmm
churao na dil

Dil ka kya kareiN saahib
hum usi pe martey haiN
jurm bas itna hay
un se pyaar kartey haiN
dil ka...

"K"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Kaho To Zara Chum Loon Machalti Bahar Mein
Dil Kehta Hai Jaane Jaana Had Se Guzar Jaaon Pyaar Mein
Kaho To Zara Jhoom Loon Tumhare Is Khumaar Mein
Dil Kehta Hai Jaane Jaana Had Se Guzar Jaaon Pyaar Mein
Kaho To Zara Chum Loon Machalti Bahar Mein
Kaho To Zara Jhoom Loon Tumhare Is Khumaar Mein

Mehindi laga kai rakhna....
doli saja kai rakhana....
lainay tujhay oo gori...
aingay terey sajna.....

"S"

so gaya
ye jahaaN
so gaya
aasmaaN
so gai
haiN saari manzilaiN
oo saari manzilaiN
so gaya hay rasta...

"R"


If you do not hope, you will not find what is beyond your hopes...

Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba
Is pyar ko main kya naam do
Bechain dil ko kaise aaram do
Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba
Tanhaai betaabi teri saugaate hai
Mere in hoton pe bas teri hi baaten hai
Rabba mere rabba rabba rabba mere rabba rabba
Kuch na kahe paane ki yeh kya majboori hai
Nazdeek rehke bhi yeh kaisi doori hai
Khaamosh hoton se kya paigam do
Bechain dil ko kaise aaram do
Is pyaar ko mein kya naam do

dard-e-dil
dard-e-jigar
dil mein jagaya ap ne
pehla tu mein shayar tha
ashiq banaya ap ne
app ke madhoosh nazarein
kar rahein hain shairi
yeh ghazal meri nahee
yeh ghazal hai ap ke
mein to bas woh likha
jo kuch likhwaya ap ne

'n'

Na na karte pyaar hai mai kar gayi, kar gayi, kar gayi
O tune kiya kya yaad, haay mai mar gayi, mar gayi, mar gayi

I am in love, I am in love, I am in love

Mehki hawayen, yeh behki fizayen, yeh pagal sama kuch kahe
Hum hai akele, aa baahon mein le le, ke jaage hai armaan naye
Tu seene se lag jaa mere, mai tujhko chupa lu kahin
Yeh dhadkan meri keh rahi, ke ab door jaana Nahin

[This message has been edited by Sofina (edited August 08, 2001).]