Antaakshari VII

"i" hmmm

in ankhou ki mastee kai, mastaanai hazarou hai
mastaanai hazarou hai, in ankhou sai wabastaa afsaanai hazarou hai, afsaanai hazarou hai.

next person "i"

inshaa ji uthoo
ab koooch karo
is sheher maiN jee ka
lagaana kyaa...

jab ham jvnaa hno gay ,
jane khna hno gay,
lakin jhna hno gay ,
tujhe yad krene gay,
tujhe yad krene gay.

ye bachpan ka pyar amr ho jay ga
dil kitna khali ho jay ga

******* a *******

sorry for first one i just see page no 1

aj phir tum pe pyar aya he
bay had or bay shumar aya he

    ********  e   ********

U R very Welcome Dehaatan ji

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

Welcome in gupland Kashi&binu

http://www3.pak.org/gupshup/smile.gif

ok tou next H say

Hum tumhay chahtay hain aisay
mernay wala koee zindagi chahta hou jaisay

ye galeeyaa ye chobara
yahaan ana na dobara
kionkai hum to howai pardesi
kai tera yahaa koi nahi, kai tera yahaan koi nahii

"I"

Ik baar chalay ayou
phir aa k chalay jana

aa jaaey kisi din tu
aisa bhi nahiN lagta
lekin ye tera waada
jhuuta bhi nahiN lagta

Ailo ji sanam hum aa gayay
Aaj phir dil lay kay
Ab itna bhee ghussa kar naheen jani
Yeh khoya khoya mausam
pawan suhani

Sou saal pahlay mujhay tum say peayr tha
aaj bhi hay or kal bhi hay or kal bhi rahay ga
sadiouN say tujh say milnay jiaa bayqarar thaa
aaj bhi hay or kal bhi rahay ga

aa chal ke tujhe mein lei ke chaloon
ik aisai gagan ke talei
jahaan ghum bhee naa hon aansoo bhee na hon
bas piyaar hi piyaar palei
ik aisai gagan ke talei

"i"

ik bik jay ga mati ke mol
jag mne rhe jany gay pyare tere bol
la la lllala
la la lllala

Kashi&Binu, is it "A"!!
O zalma teri la la lllala na ta confuse kar dettai...
Ajaa Ajaaa-a
main hoon pyarrr teraaa-a
Allah Allaaa-a
inkarrr tera
ohoh aja
ahah aj
ohoh aja
ahah ahahaaaahhhh!
tera.."A".

Aaaaaanay wala pallll janayyy wala haiiii
ho sakay to is main zindagi bita do
pal jo yeh jaanay walaa haiiii
Ik baaar yoonh miliii maaasoom see kali
khiltay hoayy kaha khush baash main chali
dekha to yaheen hai
dhonda to nahin haii
pal yehhhh jo janay walaaa haiii
Ik baar waqt sey lamhaa gira kaheen
wahaan dastaan milii lamhaa kaheen nahin
thora sa hansa key
thora sa rula key
palll yeh bhi janay walaaa hai

(yeh)


Hairan Pareshan.

yeh sama
sama hai yeh pyaar ka
kisi keh intezaar ka
dil na chora leh kahin mera
mausam bahaar ka

next "K"

Kbahi tou tum ko yaad aeyn gay
wou baharain wou saman

neele neele ambar par, chaand jab aaye
pyaar barasaae, hamako tarasaaye
aisaa koii saathii ho
aisaa koii premii ho
pyaas dil kii bujhaa jaae
neele neele ambar par, chaand jab aaye

"yeh"

Yama Yama, Yama Yama ,
Yeh khoobsoorat samaa,
bas aaj ki raat hai zindagi,
kal ham kahan, tum kahan.

kaash tum mujh sey eik baar kaho
tum ko mujh sey pyaar ho gaya
waaday wafa iqraar karo
tum ko mujh sey pyaar ho gaya

"G"

gatay gatay woh mujhay achey nishani de gaya
umer bher duhraoo ga mai aisee kahani de gaya