Antaakshari VII

Aati hay pawan jati hay pawan
jogun ka bana ker bhais phiray

agay nahi ataa

papa kehtay hain bara naam karey ga
beta humara eisa kaam karey ga
magar yeh to koi jaaney
keh meri manzil hai kahan

"K" is next

koee janay koee na janayyay
yay perwanay houtay hain deewanay
daikhou yay dou perwanay
hain douno hi deewnay
jab say mili hain ankhain housh hain douno hi k gum
kaisa khumar hay ALLAH ALLAH
kaisa yay peayr hay ALLAH ALLH

[This message has been edited by B-B-G (edited June 28, 2000).]

aaj hum tum o sanam
mil keh yeh waada karain
mein terey dil main rahoon
tu meray dil main rahay

next is "R"

Rim Jhim ke,
geet saawan Gayee,
Hayee.

har kisi ko
nahi milta
yahan pyaar zindgai main
khush naseeb hain woh
jin ko hai mili yeh bahaar zindagi main

mai.n zi.ndagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhu.Ne.n me.n u.Daataa chalaa gayaa

dil..dilsee.dil to akhir dil hai na